Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Amitabh Bachchan - amitabh_bachchan_046.jpg
Amitabh Bachchan

Sansani
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.

Average Rating : 1.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Patthar Ka Hai Sanam - जलवानुमा हैं यार ये, जलवा भी देखिए

jalwanuma hai yaar ye, jalwa bhi dekhiye
aji jalwa bhi dekhiye
andaze bewafai koi inse sikhiye
are ha unse sikhiye
pahchante hai kya hume, ye unse sikhiye
aji ha ye bhi puchhiye
inkaar hai unhe agar
agar to khud hi sochiye
are ha khud hi sochiye
ha ha khud hi sochiye
ahewa khud hi sochiye

patthar ka hai sanam
to yunhi bejuba hoga, bejuba hoga
patthar ka hai sanam

patthar ka hai sanam
to yunhi bejuba hoga, bejuba hoga
patthar ka hai sanam

ho seene me bewafa ke dil, hay
o seene me bewafa ke dil
bewafa ke dil haye haye
bewafa ke dil hi
seene me bewafa ke dil hi kahan hota
ae patthar ka hai sanam
to yunhi bejuba hoga, bejuba hoga
patthar ka hai sanam

aayega sawan, jayega sawan
tumne kaha tha haye
tum bin saajan ab to palchhin
mujhse raha na jaye
aayega sawan, jayega sawan
tumne kaha tha haye
tum bin saajan ab to palchhin
mujhse raha na jaye
mere mehbub ne vada kiya hai
panchve din ka
kisi se sun liya hoga ye
duniya char din ki hai
tere vaade pe jeete the hum
tujhe mana tha apna sanam
meri hasrate, dil ki kasak
tera gham hi tha, bas mera gham
teri har khushi thi, khushi meri
tu hi thi meri zindagi
ab ho gaye hum diwane
chahat ke maare diwane
patthar ke shehar me anjane, kyu ke
patthar ka hai sanam
to yunhi bejuba hoga, bejuba hoga
patthar ka hai sanam

mohabbat zindagi hai
laila aur majnu ne ki hai
aaha mohabbat bandgi hai
heer aur ranjha ne ki hai
oho mohabbat dilnashi hai
soni aur mahiwal ne ki hai
oho mohabbat dilkashi hai
shiri aur farhad ne ki hai
hai ye farmane musa
gautam ka arman yahi hai
hai ye elane isaa
geeta ka bhi gyan yahi hai
mohabbat ibtada hai, mohabbat intha hai
mohabbat ibtada hai, mohabbat intha hai
to suniye
bebas, maasum saji sajayi dulhan
shashi apni maa se kya kahti hai

maa ni main shashiya
main unu pichhe mar javangi
main koi heer nahi
jo doli chadh javangi
mohabbat ibtada hai, mohabbat intha hai
mohabbat hi khuda hai
mohabbat hi khuda hai
mohabbat hi khuda hai
mohabbat hi khuda hai
lekin

patthar ka hai sanam
to yunhi bejuba hoga, bejuba hoga
patthar ka hai sanam
to yunhi bejuba hoga, bejuba hoga
patthar ka hai sanam


lyrics of song Patthar Ka Hai Sanam



Singer: Asha Bhosle, Amit Kumar, Bhupinder Singh, Varsha Bhosle
Lyricist: Irshad
Music Director: Hemant Bhosle
External Links: Sansani at IMDB    
Watch Full Movie: Sansani at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Babul (1950)
Babul (1950)
Namak Haraam (1973)
Namak Haraam (1973)
Himalay Ki God Mein (1965)
Himalay Ki God Mein (1965)
Aakhir Kyon (1985)
Aakhir Kyon (1985)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy