Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Pee Le Sharabi - झूमते मौसम का हैं तकाजा
jhumte mausam ka hain takaja
jhum ke pee matwale
apni najar se paimane ko
chum ke pee matwale
pee le sharabi, sharabi pee le
pee le sharabi, sharabi pee le
pee le sharabi, sharabi pee le
jaam utha chhayi ghata, jaam utha
jaam utha chhayi ghata, chhalka gulabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
sharabi pee le, pee ke jee le
sharabi pee le, pee ke jee le, jee le, jee le
pee le sharabi, sharabi pee le
pee le sharabi, sharabi pee le
pee pe diwane jhumkar pee le
chasme saki ko chumkar pee le
rang hain nur hain sharab hain ye
husn hain aag hain shabab hain ye
ek wo daur jaam chalta hain
zindagi me surur dhalta hain
roshni futthi hain chhagal se
tauba sar fodti hain botal se
kah rahi hain ye khanak pyalao ki
id hain aaj peene walo ki
usne aankho se jab lutai hain
usne aankho se jab lutai hain
tere peene me kya burai hain
tere peene me kya burai hain
tere peene me kya burai hain
tere peene me kya burai hain
gham ko mita pyas bujha, gham ko mita
gham ko mita pyas bujha, chhalka gulabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, sharabi pee le
pee le sharabi, sharabi pee le
har taraf aaj range masti hain
goya badal se may barsati hain
dophar pe hain sham ka dhokha
har kali par hain jaam ka dhokha
rut pe goya shabab aaya hain
ab lekar sharab aaya hain
maikada hain ghata hain wada hain
bol diwane kya irada hain
bhulkar sare dard gham pee le
ek sagar ko kam se kam pee le
is jagah us ka naam hota hain
is jagah us ka naam hota hain
jiske hatho me jaam hota hain
jiske hatho me jaam hota hain
jiske hatho me jaam hota hain
jiske hatho me jaam hota hain
jhum jara hoga nasha, jhum jara
jhum jara hoga nasha, chhalka gulabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, sharabi pee le
pee le sharabi, sharabi pee le
may peene ke liye, pee tu jeene ke liye
kya nashila hain sama har tamanana hain jawa
peeke ek jaame wafa mohabbat ki dua
aankhe saki se mila taki mil jaye gila
ye hain chahat ka nasha ye hain ulfat ka nasha
ye nasha jisko chadha aisa hain ulfat ka nasha
koi sharmad ki tarah jag me mashur hua
hoke saki pe fida koi mansur hua
may ulfat jo chhut jayegi
may ulfat jo chhut jayegi
teri taqdeer fut jayegi
teri taqdeer fut jayegi
teri taqdeer fut jayegi
dhum macha rang luta, dhum macha
dhum macha rang luta, chhalka gulabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi
pee le sharabi, pee le sharabi