Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Phuhaar - Sun Le Zara - आवारा ख्याल हूँ मैं आवारा ख्याल हूँ मैं
aawara khayal hun mai aawara khayal hun mai
aawara khayal hun mai loute na vo bahar hun mai
loute na vo bahar hun mai loute na vo bahar hun mai
aawara khayal hun mai aawara khayal hun mai
rahe hi manjil meri rahe hi manjil meri
rahe hi manjil meri rahgir hun rah kurvat meri
rahe hi manjil meri rahgir hun rah kurvat meri
ye jindagi khushnuma kafila ye jindagi khushnuma kafila
ye jindagi khushnuma kafila kabhi na ruke na loute na
chalta hi chala
aawara khayal hun mai aawara khayal hun mai
aawara khayal hun mai loute na vo bahar hun mai
loute na vo bahar hun mai loute na vo bahar hun mai
aawara khayal hun mai aawara khayal hun mai
aata gaye daari jani nahi
jani nahi jani nahi jani nahi
aata gaye daari jani nahi
aata gaye daari jani nahi
hoti kaya khudai jani nahi
aata gaye daari jani nahi
hoti kaya khudai jani nahi
dil ki suni aur dil hi khuda
dil ki suni aur dil hi khuda
dil ki suni aur dil hi khuda
na koi talash na koi firas
dil ki suni aur dil hi khuda
na koi talash na koi firas
mai jami mai hi aasma
bahata udata mai jaha
ho mai jami mai hi aasma
bahata udata mai jaha
kabhi na ruke na loute na
chalta hi chala
aawara khayal hun mai aawara khayal hun mai
aawara khayal hun mai loute na vo bahar hun mai
loute na vo bahar hun mai loute na vo bahar hun mai
aawara khayal hun mai aawara khayal hun mai
aawara khayal hun mai
nadaniyan nadaniyan manmaniyan
tujhe dekh ke phir machala ye dil
nadaniyan manmaniyan
tere aane se phir machala ye dil
ye tera hai ya mera janu na
bekhabar koi baat na mane dil
nadaniyan manmaniyan
tujhe dekh ke phir machala ye dil
nadaniyan manmaniyan
tere aane se phir machala ye dil
meri aarju meri justju teri sanso se mahke piya
sanse hai teri meri bandagi khushiyan jo teri kyu hai meri
uljhan suljhi jab jana ye sine me mere dhadake tera dil
nadaniyan manmaniyan
tujhe dekh ke phir machala ye dil
teri na me na teri ha me ha
chahe din ko agar tu raat kahe
teri na me na teri ha me ha
chahe din ko agar tu raat kahe
rate teri mere din bhi tere
aankhe hai meri sapane tere
uljhan suljhi jab jana ye sine me mere dhadake tera dil
nadaniyan manmaniyan
tujhe dekh ke phir machala ye dil
nadaniyan manmaniyan
tere aane se phir machala ye dil
ye tera hai ya mera janu na
bekhabar koi baat na mane dil
nadaniyan
tere vade ko mana hai iman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
ho sake to na todo ye guman ishk ka
ho sake to na todo ye guman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
tere lavjo se mahka tha mera karar
tere lavjo se mahka tha mera karar
mithi bato se thi hasrete hajar
tere lavjo se mahka tha mera karar
mithi bato se thi hasrete hajar
mithi bato se thi hasrete hajar
aai na pati dekhati hun mai raah
diya bujh raha intjar ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
sahame khamoshiyo se hai kyu aetbaar
sahame khamoshiyo se hai kyu aetbaar
sahame khamoshiyo se hai kyu aetbaar
lipate yaado se kyu khwahishe bar bar
sahame khamoshiyo se hai kyu aetbaar
lipate yaado se kyu khwahishe bar bar
lipate yaado se kyu khwahishe bar bar
ae mere hamnava dil hai ghabra raha
tanha lamha kahe aa mujhe chhu ke ja
tere vade ko mana hai iman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
ho sake to na todo ye guman ishk ka
ho sake to na todo ye guman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
tere vade ko mana hai iman ishk ka
mousam ko rok lo na bahkaye sun le jara
badalo ko kah bhi do na tham ye jaye barse na
bahlaye tadapaye bunde phir se lalchye barse loule loule
kah do na
mousam ko rok lo na bahkaye sun le jara
badalo ko kah bhi do na tham ye jaye barse na
chidiya khile yu bund pal pal
mane na jane na bhige hai tan man
ye hwa kah rahi gustakhiyan kar
ye ghata kah rahi badamashiyan kar
bhige aachal mera kaha mane na
dekho udane lage kah do na
bhigi julfe mera kaha mane na
bandhe na banshe kah do na
shararate mohabbate karane lagi hai bunde
mousam ko rok lo na bahkaye sun le jara
badalo ko kah bhi do na tham ye jaye barse na
bewfa ye sama chhu le ang ang
bevajah ye fija bole sang chal
janu na yu hi khone laga dil
chahu na phir bhi bahane laga dil
jhuta sa man mera kaha mane na
galatiyan na kare kah do na
kala badal mera kaha mane na
chhede na mohe kah do na
shararate mohabbate karane lagi hai bunde
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan
bujhati khwahishe jalaye naina
aur unko pata na chala
bujhati khwahishe jalaye naina
aur unko pata na chala
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan
bachain thalati hai kali rate
bachain thalati hai kali rate
aankho mein jage nind bairi rate
bachain thalati hai kali rate
aankho mein jage nind bairi rate
rat ji leti chain ae humnava
gar hantho ko tum thamate
rat ji leti chain ae humnava
gar hantho ko tum thamate
bujhati khwahishe jalaye naina
aur unko pata na chala
bujhati khwahishe jalaye naina
aur unko pata na chala
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan
khamosh pal pal barsi raate
khamosh pal pal barsi raate
sanso me chhupe sukh tarasi raate
khamosh pal pal barsi raate
sanso me chhupe sukh tarasi raate
saj banke kabhi ae hamnava
gar geet mere tum sawarate
saj banke kabhi ae hamnava
gar geet mere tum sawarate
bujhati khwahishe jalaye naina
aur unko pata na chala
bujhati khwahishe jalaye naina
aur unko pata na chala
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan
badal ne phir ek sapana buna
aur barkha hui ankhiyan