Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Pighalta Hua Ye Sama - पिघलता हुआ ये समां
pighalta hua ye sama
hawao me ye narmiya
pighalta hua ye sama
hawao me ye narmiya
fizao me ghulta nasha
ye hum aa gaye hai kaha
hai jaise dhula aasma
hai phulo bhari wadiya
hai jaise dhula aasma
hai phulo bhari wadiya
nadi gungunati hui
ye hum aa gaye hai kaha
hai phulo hi, ke kism ki
mahak ye tere jism ki
aawara aur mast hawa
isme hai andaz tera
ye nadiya ki lahre hai
ya tera reshmi aachal
jaise lahrata hai lahrata hai
lahrata hai
hai jaise dhula aasma
hai phulo bhari wadiya
nadi gungunati hui
ye hum aa gaye hai kaha
kisko ye puche koi
kisko ye puche koi
titliya itni hai chanchal kyu
ha bhawre hai har pal bekal kyu
hey titliya itni hai chanchal kyu
bhawre hai har pal bekal kyu
tumko pata ho tum hi kaho
tere mere jaisa pyar inko bhi hai
inko bhi hai
pyar inko bhi hai
pyar inko bhi hai
pyar inko bhi hai
pighalta hue ye sama
hawao me ye narmiya
fizao me ghulta nasha
ye hum aa gaye hai kaha
Comments for lyrics of song "Pighalta Hua Ye Sama"
dwivedi Bhumika on Monday, November 19, 2012 wow.. very soothing one..
dwivedi Bhumika on Monday, November 19, 2012 no video is given..
Navin Yadav on Tuesday, August 25, 2015 nice song