Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Piya Mai To Huyi Bawari - पिया मैं तो हुई बावरी
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
ankhiya tori hai jadu bhari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
piya mai to hui re bawari hui re
piya mai to hui re bawari hui re
more naram kalejva me chubh gayi sui re
haye hui re bawari hui re
bhayi man ko surat teri sawari re sawari
mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
dil ki lagi mori jani na tumne tadpe re mora jiya
dil ki lagi mori jani na tumne tadpe re mora jiya
laz ki mari mai kuch na boli aankho ne sab kah diya
laz ki mari mai kuch na boli aankho ne sab kah diya
teri boli ada pe piya mai mari re mai mari
mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
rut aayi re pyar ki aayi re rut aayi re pyar ki aayi re
chahu or jawani chhai re chhai re
rut aayi re pyar ki aayi re mere man me baze hai
mithi bansuri re bansuri
mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
ankhiya tori hai jadu bhari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
Comments for lyrics of song "Piya Mai To Huyi Bawari"
Dee Thakore on Saturday, June 26, 2010 The sweetness of a voice like a pure nectar :)
The fabulous superlatives song...and I love it.
very rare indeed...
thanks for posting.
apparaoarani on Thursday, August 04, 2011 They are Deepak and Shyamaa - Arani Apparao-Hyderabad-A.P.
V. Siddhartha on Friday, July 31, 2009 Aah, those classical touches, especially those divine murkiyan that only
Lataji was gifted with! The fast tempo perfectly conveys the romantic joy
and excitement in Shyama's heart. Her expressions are absolutely
delightful. I don't think the responses of Deepak to this heavenly melody
rise above mediocrity, even allowing for the fact that he has to keep his
eyes on the steering wheel. Thanks, Rajeev.
tmjatala on Monday, August 03, 2009 A semi classical romantic song artistically presented by Shyama.1980eez
main jab purane maqbool ganon ko nai awazun main gawanay ka silsala shuroo
hua to ik dour lag gai.Bani banai tarzun per gaa kar ek hi raat main singer
ban jane main kya harj tha. Humare han "unnay wah"(unda dhund) purane ganon
ka nai awazun mein qatle aam shuroo ho gya (Aur yeh silsala aaj bhi jaari
hai) continued. .
tmjatala on Monday, August 03, 2009 Sajjad Ali nain bi shuroo main purane ganay ga kar hi maqbuliat hasil ki
aur mardana awazun ke sath zanana awazun ko bi na baksha Lata ka yeh geet
bi un k waar se na buch saka kums kum mein tu ise Lata ji ke ganay ka qatal
he samajta hun.Go aaj Sajjad Ali ka ik moqam hai lekan maazi ki nadanion ko
shaed wo khud bhi na bhulay hon.