Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Public Ne Feka Hai Paisa Public Ko Hasao - पब्लिक ने फेंका है पैसा पब्लिक को हंसाओ
public ne feka hai paisa public ko hasao
gazab hua aisa kaise public ko hasao
jhum business ka asul pahla
bhul jaye sab agla pichla public
karo karishma koi aisa
wasul ho public ka paisa public
chahe nacho chahe gao chahe chikho ya chillao
public ko hasao chamak dhamak se dhum dham se
kisi bahane kisi nam se public ko hasao
pet peet ke jan lagake khun bahake
khwab jaga ke uchal uchla ke
fisal fisal ke jal ke gal ke
adal badal ke khud ko bhul ke
khul ke khop le dil ke uth ke
chup ke ro ke public ko hasao
pal pal badle public ka man aaj jo naya wo kal badle
public bhi ab hui sayani are batan dabake channel badle
aaj ke mukhya samachar chamatkar bar bar lagatar
minority sarkar ne apne kartway
me kaha hai ke atankwad ka samna
karne ke liye videsh vyapar kal ke kalakar
hath utha ke dhire dhire nikal bahar
or bata teri chatni banau ya achar
dekha hai pahli bar sajan ki aankho me pyas
hasi hasi ek do hasi jara si hasi
hawa si hasi halki si hasi dhimi si hasi choti si hasi
pyari si hasi hasi wo hasi hasi to fasi
hasi wo hasi hasi to fasi hasi wo hasi