Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Pyar Ki Manzil Mast Safar Tum Ho Hasin Hum Hai Jawan - प्यार की मंज़िल मस्त सफ़र तुम हो हसीं हम हैं जवाँ
pyar ki manjil mast safar tum ho hasin hum hai jawa
samne tum ho fir bhi hame hosh nahi hum hai kaha
pyar ki manjil mast safar tum ho hasin hum hai jawa
samne tum ho fir bhi hame hosh nahi hum hai kaha
pyar ki manjil
yuhi sataunga din aur raat
jab tak na dogi tum hatho me hath
yuhi sataunga din aur raat
jab tak na dogi tum hatho me hath
ye jidd bhi hai kitni hamko dekhna hai
pyar ki manjil mast safar tum ho hasin hum hai jawa
samne tum ho fir bhi hame hosh nahi hum hai kaha
pyar ki manjil
dam se hamare hai tum par bahar
ehsan mano jo kiya tumse pyar
dam se hamare hai tum par bahar
ehsan mano jo kiya tumse pyar
jalwe to lahko hai kaun puchta hai
pyar ki manjil mast safar tum ho hasin hum hai jawa
samne tum ho fir bhi hame hosh nahi hum hai kaha
pyar ki manjil
mano ya na mano ji tum ho hasi
aji dil ki bato ka kar lo yaki
mano ya na mano ji tum ho hasi
aji dil ki bato ka kar lo yaki
mere dil ko tere dil se pyar ho gaya hai
pyar ki manjil mast safar tum ho hasin hum hai jawa
samne tum ho fir bhi hame hosh nahi hum hai kaha
pyar ki manjil
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Shobha Khote, Mehmood, Ulhas, Dhumal, Raj Mehra, Sulochana, Nazima, Mumtaz Begum, Bela Bose, Madan Puri, Mohan Choti, Asit Sen, Lata Sinha, Mohini, Mohinder, Raj Kumar, M A Lalif, Murad, Ali Mirajkar, V Gopal