Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Katrina Kaif - katrina_kaif_007.jpg
Katrina Kaif

Back 2 Love
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Rab Jaane - इक चहरे पर चेहरे जैसे चेहरे कितने हैं

ik chehre par chehre jaise chehre kitne hain
kaun bataaye tere kitne, mere kitne hain

main teri aankhon se aise phisal jaau
giru main dil mein tere aur yu sambhal jaau
main teri aankhon se aise phisal jaau
giru main dil mein tere aur yu sambhal jaau
ye ishq maan le meri ye mannate maangu
dil ishq pur chala, main bhala kidhar jaau
ke tere ishq mein khud se guzar gaya hu main
rab jaane, jaane jaane rab jaane
jaane jaane rab jaane, jaane jaane
ke tere ishq mein khud se guzar gaya hu main
rab jaane, jaane jaane rab jaane
jaane jaane rab jaane, jaane jaane

jahan ho ishq wahan pe talash rehti hai
khushi khushi se zara si udaas rehti hai
jahan ho ishq wahan pe talash rehti hai
khushi khushi se zara si udaas rehti hai
ye ishq dariya, yahan pe pyaas rehti hai
khadi kyun raste pe har saans aas rehti hai
utaar de ise jo bhi libaas pehnau
mera libaas tera ishq, main kya silwau
kisi se keh ke ab isi ishq ko ye kehlau
tu saamne se guzar aur main behal jaau
ke tere ishq mein khud se guzar gaya hu main
rab jaane, jaane jaane rab jaane
jaane jaane rab jaane, jaane jaane
ke tere ishq mein khud se guzar gaya hu main
rab jaane, jaane jaane rab jaane
jaane jaane rab jaane, jaane jaane

ishq nihatha ladta jaaye, jung lage talwaare
ishq ke haath laga dil rakhe, baaki dil bekaare
ye ishq jaa hai to khud mod, mod mud jaaye
ye ishq tod ke jode to jod jud jaaye
ye ishq jaa hai to khud mod, mod mud jaaye
ye ishq tod ke jode to jod jud jaaye
basaa basaya shehar ka shehar ujad jaaye
hari rahe wo kalaayi jise pakad jaaye
bujha bujha ke jise baar baar dehkaau
main pehle meri ye may to kahin pe phenk aau
phir ek din ye mera khalipan tehal jaau
jo taj-e-ishq ho aise kisi mehal jaau
ke tere ishq mein khud se guzar gaya hu main
rab jaane, jaane jaane rab jaane
jaane jaane rab jaane, jaane jaane
ke tere ishq mein khud se guzar gaya hu main
rab jaane, jaane jaane rab jaane
jaane jaane rab jaane, jaane jaane


lyrics of song Rab Jaane

Comments for lyrics of song "Rab Jaane"
Amina Huzaifa on Thursday, September 10, 2015
i have fallen in love with this track .. the lyrics are just out of the
world . so meaningful , hats of to Rahat for an awesome album.

Sumaira Naz on Saturday, February 14, 2015
main teri aankhon say aesy phisal jaun ...
girun main dil mein aur yun sambhal jaun ...

Adeel Rizvi on Saturday, June 21, 2014
Wahh...Aallllllaaa...mind blowing song

quienerestu? on Sunday, July 27, 2014
there goes my heart..

Mahipal Singh on Friday, July 04, 2014
What a song amazing.

View all 6 comments related to song Rab Jaane - इक चहरे पर चेहरे जैसे चेहरे कितने हैं


Singer: Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
Lyricist: Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
Music Director: Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
External Links: Back 2 Love at Wikipedia

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Masoom (1996)
Masoom (1996)
Yahudi (1958)
Yahudi (1958)
Rang (1993)
Rang (1993)
Inkaar (1977)
Inkaar (1977)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy