|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Rabba Main Kya Karoon (Title Song) - रब्बा मैं क्या करूंhaye rabba rabba
yara bade dil dariya hai yeh chahate
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
likhi huyi ek dhundhli si tasveer pe
badla sa nazariya hai yeh chahate
bundo me nadiyaan hai, lamho me sadiyaan hai
nazre utaru ya sazda karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
yara bade dil dariya hai yeh chahate
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
ek vans ke chingari se jal uthi
sapno ke phuljadiyaan hai ye chahate
bundo me nadiyaan hai, lamho me sadiyaan hai
nazre utaru ya sajda karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
armaan pagal hai zara
ambar ke baadal ki tarah thahre baarish me
apni hi dhun me dil chala
douda sa bhaaga man chala koi khwahish liye
iske khayalo ki apni hi duniya hai
usme jiyu ya phir tauba karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba

|
Comments for lyrics of song "Rabba Main Kya Karoon (Title Song)" |
|
Tanvir Ahmed Rahid on Saturday, December 05, 2015 So many memories.. One of my most fav songs
ravi pawar on Wednesday, April 29, 2015 So nice song I love it
Bharat Bista on Thursday, January 01, 2015 Some Happy song
|
 Rabba Main Kya Karoon |
Film cast: | Akash Chopra, Tahira Kochchar, Arshad Warsi, Paresh Rawal, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Riya Sen, Himani Shivpuri, Anuradha Patel, Tinu Anand | Singer: | Salim Merchant, Benny Dayal, Monali Thakur, Raj Pandit, Vidhi Sharma, Akash Chopra, Labh Janjua, Satyadev Singh | Lyricist: | Amitabh Bhattacharya, Zaheer Anwar, Sham Balkar, Satyadev Singh, Akash Chopra | Music Director: | Salim Merchant, Sulaiman Merchant | Film Director: | Amrit Sagar | Film Producer: | Moti Sagar | External Links: | Rabba Main Kya Karoon at IMDB Rabba Main Kya Karoon at Wikipedia | Watch Full Movie: | Rabba Main Kya Karoon at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|