Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Radio (tubelight-2017) - रेडियो
khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawaa mei
poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mei
khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawaa mei
poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mei
ban than ke baal bana ke joota polish karwa ke
naachenge hum ta ta thaiya
sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
o mere dil ka khoya sa tukda
lautega ek din kabhi iska mujhe tha yakeen
iska mujhe tha yakeen jaana sadqe mei chahe
lag jaye isko sari umar bhi meri
hoga mujhe gham nahi hoga mujhe gham nahi
afsar ke jaisa aintha
motor gaadi mei baitha aayega mera sipaiya
sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
o kaaka o mausi
o cycle wale bhaiya ban than ke baal bana ke
joota polish karwa ke naachenge hum ta tathaiya
sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Brijendra Kala, Isha Talwar, Matin Rey Tangu, Mohammed Zeeshan Ayyub, Neeraj Kheterpal, Om Puri, Salman Khan, Sohail Khan, Yashpal Sharma, Zhu Zhu
Singer:
Kamaal Khan, Amit Mishra, Nakash Aziz, Dev Negi, Tushar Joshi, Rahat Fateh Ali Khan, Atif Aslam, Javed Ali, Jubin Nautiyal, Shafqat Amanat Ali, KK, Papon, Abdelkader Douzi