Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Raja Saheb Ghar Nahin - राजा साहब घर नहीं
ba adad ba mulaheja ba hosiyar
nahi nahi be adab be mulahija be muhar
raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi
aj to gardan unchi karke kahenge ham so bar
be adab be mulahija be muhar
ba adad ba mulaheja ba hosiyar
raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi
aj to gardan unchi karke kahenge ham so bar
be adab be mulahija be muhar
ba adad ba mulaheja ba hosiyar
nachenge or gayenge chikhenge chilayenge
man marji ka pahnenge man marji ka khayenge
mahal ki unchi diwaro se dur hai pahredar
be adab be mulahija be muhar
ba adad ba mulaheja ba hosiyar
chup gaddar
ankhe jhuki jhuki ho kyu
sanse ruki ruki ho kyu
raja ji jab yaha nahi to bate ho betuki kyu
aj ke din to band karo ye jhut ka karobar
beadab be mulahija be muhar
ba adad ba mulaheja ba hosiyar
rajo or sultano ka kissa gaye jamano ka
rajo or sultano ka kissa gaye jamano ka
insano ke age kyu shish jhuke insano ka
aye samjha yug in rasmo se hai bejar
be adab be mulahija be muhar
ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Comments for lyrics of song "Raja Saheb Ghar Nahin"
TheDeepakp on Friday, September 20, 2013 Film: Aaj Aur Kal - 1963. Cast: Sunil Dutt, Nanda, Ashok Kumar, Raj Kumar,
Tanuja, Agha, Dhumal, Deven Verma Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle,
Mahendra Kapoor, Geeta Dutt, Manna Dey Lyricist: Sahir Ludhianvi Music
Director: Ravi Film Director: Vasant Joglekar Film Producer: Vasant Joglekar