Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Sharmila Tagore - sharmila_tagore_020.jpg
Sharmila Tagore

Hifazat
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 4
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Ram Ki Bate Ram Hi Jane - राम की बात राम ही जाने

ho jako rakhe saiya maar sake na koye
ho jake rakhe saiya maar sake na koye
baal na banka kar sake jo jag bairi hoye
kah gaye bhaiya
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane
ram ka naam lo isi bahane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

kaho to bhaiya suno to bhaiya
lambi badi kahani hai
lambi badi kahani hai
jivan kya hai kuch bhi nahi hai
bas nadiya ka pani hai
bas nadiya ka pani hai
aaj yaha
aaj yaha kal kaha thikane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

ek ram dashrath ka beta
ek ram sabka sawami, ek ram sabka sawami
ek ram bilkul anjana, ek ram antaryami
ek ram antaryami, ram ke kitne
ram ke kitne naam na jane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

o ho sawan bhado do hi mahina
barse re barsat ,chodaah baras tak
ek ma ki ankhiya barsi din raat
ram gaye to mat puchho
koshalaya ka kya hal huya
ram gaye to mat puchho
koshalaya ka kya hal huya
ram duhai aisi judai
ek ek pal ek saal huya
hoga milan ab kaun ye jane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

bichhade huye ko phir milne
ka kismat moka deti hai
bichhade huye ko phir milne
ka kismat moka deti hai
kabhi kabhi ye aankh magar
is man ko dhokha deti hai
apne lagte hai begane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

ma me aur sauteli ma me
kitna antar hota hai
ma me aur sauteli ma me
kitna antar hota hai
sauteli ma ke sine me
dil nahi pathar hota hai
kaha kekai se koshalaya ne
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

ram ko jab vanvas mila
sab log ayodhya ke roye
sab log ayodhya ke roye
phulo ki sej pe sone wale
van me kanto pe soye
van me kanto pe soye
kaha mahal aur kaha virane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane

bure bhale sare din aakhir
ek din bit hi jate hai
bure bhale sare din aakhir
ek din bit hi jate hai
chodah baras vanvas kaat kar
ram ayodhya aate hai
diwali ke dip jalane
ram ki bate ram hi jane
ram ka naam lo isi bahane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane
kah gaye bhaiya log sayane
ram ki bate ram hi jane


lyrics of song Ram Ki Bate Ram Hi Jane



Film cast: Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Nutan, Pran, Gulshan Grover, Ashok Kumar, Shakti Kapoor, Kader Khan, Bindu, Shobha Khote, Lalita Pawar, Sharat Saxena, Bharat Bhushan, Rekha Sahay, Vijay Anand, Birbal, Vikas Anand, Kamal Deep, Krishna, Vinod, Ansari, Maqsood
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, , S P Balasubramaniam, Suresh Wadkar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R D Burman
Film Director: Prayag Raj
Film Producer: A Suryanarayana
External Links: Hifazat at IMDB    Hifazat at Wikipedia
Watch Full Movie: Hifazat at YouTube    Hifazat at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Majboor (1974)
Majboor (1974)
Khoon Pasina (1977)
Khoon Pasina (1977)
Yahudi (1958)
Yahudi (1958)
Saheli (1965)
Saheli (1965)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy