Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Rangat Teri Zulfo Ki - रंगत तेरी जुक्फो की घटाओ ने चुराई
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
paimane ka dil tut na jaye to kahun main
paimane ka dil tut na jaye to kahun main
hai chij gajab ki jo nigahon ne pilai
hai chij gajab ki jo nigahon ne pilai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
kaidi teri julfo ka hai aajad jahan se
kaidi teri julfo ka hai aajad jahan se
mujhko ye rehai to sajao ne dilai
mujhko ye rehai to sajao ne dilai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
mana ke baharo ne khilaya hai gulo ko
mana ke baharo ne khilaya hai gulo ko
ulfat ki kali dil mein wafao ne khilai
ulfat ki kali dil mein wafao ne khilai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
tham tham ke barsana kabhi jam jam ke barsana
tham tham ke barsana kabhi jam jam ke barsana
sawan ko ada ye mere ashko ne sikhai
sawan ko ada ye mere ashko ne sikhai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
manjil pe pahunch ke nasim ahsas huaa hai
manjil pe pahunch ke nasim ahsas huaa hai
jis raah pe pahuncha vo khato ne dikhai
jis raah pe pahuncha vo khato ne dikhai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
ghatao ne churai ghatao ne churai
Comments for lyrics of song "Rangat Teri Zulfo Ki"
akarshik on Thursday, December 18, 2008 baree khoobsoorat gazal . pehlee baar sun raha hoon. kitnain shandar lyrics
hain.phir umda gaykee anup jalota jee ki aur upload karnain ka shukriya my
friend sohaillaw jee. aapki pasand ki main bahut hee daad deta hoon.
Rajeev Kamra on Friday, April 24, 2015 mujhko to ye rihayi to sajao ne dilayi!...kya baat hai yar ye ghazal likhne
wala sachme khuda ka banda hoga kyo ki words dil ko hypnotise kar rahe hai
Suhail Khatib on Sunday, September 18, 2011 truly this is a joy for the ear drums; this would be even more pleasing in
a live performance with the gazal lovers going ecstatic - suhail khatib
ayubmakhadi on Sunday, May 16, 2010 Khusurat urdu ghazal,achi mausiqi aur achi awaz Jalota ji ki.Lia baat
hai.Upload ke liye shukar guzar hun.Kuch aur ghazalien ho jain.
Noor Zai on Wednesday, November 10, 2010 What a sweet ghazal ! Took you in far land of dreaming world where you and
your memories linger forever.