Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sacha Pyar To Jhuk Nahi Sakta Dil Ki Umang Kehti Hai - सच्चा प्यार तो झुक नही सकता दिल की उमंग कहती है
sacha pyar to jhuk nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai

jinko hum se pyar kash humare ho jaye
jinko hum se pyar kash humare ho jaye
mitha jal hai vo sagar dag jo dil ka dho jaye

pyar ka rista mit nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
sacha pyar to jhuk nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
gardish me ho jindgi, ache din bhi aayenge

aansu apni aap ke kud moti ban jayenge
aansu apni aap ke kud moti ban jayenge
aas ka suraj dhal nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
sacha pyar to jhuk nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
ek dhali ke phul hai hum, gulshan me sang rahte hai

dushman se bhi pyar hai, gam bhi hans kar sahate hai

hath pyar ka chuth nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
sacha pyar to jhuk nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
sacha pyar to jhuk nahi sakta, dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta, dil ki umang kahti hai
Comments for lyrics of song "Sacha Pyar To Jhuk Nahi Sakta Dil Ki Umang Kehti Hai"
Yoginder Surgicals on Wednesday, June 22, 2011 You know it is picturised upon Director-Producer Subhash Ghai who want to
be a Hero that time !