Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Salma Pe Dil Aa Gaya (Part_1) - सलमा पे दिल आ गया
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
karta hai dil jisko salam salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya ha salma pe dil aa gaya
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
pav na rakhna jan jami par ye maile ho jayenge
hey pav na rakhna jan jami par ye maile ho jayenge
phulo pe chalke aaogi to bhi ye chil jayenge
haye nazakat tera nam karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam salma pe dil aa gaya
ha salma pe dil aa gaya kudart ka nazara
wallah re wallah dekha hai dobara wallah re wallah
mai kudrat ka karishma hu mai aashik ki ibadat
mai kudrat ka karishma hu mai aashik ki ibadat
are diwano ne rakha hai mera nam mohabbat
pyar pe kurban umar tamam karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam salma pe dil aa gaya
ha salma pe dil aa gaya kudart ka nazara
wallah re wallah dekha hai dobara wallah re wallah
tera bachpan jo badla jawani me
mujhe dal diya haye pareshani me
tera bachpan jo badla jawani me
mujhe dal diya haye pareshani me
kasmakas me hai mere pyar mai hu ya nahi
teri kahani me ishk na ban jaye ilzam
karta hai dil jisko salam salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya salma pe dil aa gaya
salma pe dil aa gaya salma pe dil aa gaya
Comments for lyrics of song "Salma Pe Dil Aa Gaya (Part_1)"
kamransaf76 on Wednesday, November 26, 2008 Great song by sanuda..i never heard this song before even though im great fan of him..i think this song is dubbed later and was not included in the film??am i right??
Don786k on Saturday, December 27, 2008 udit narayan's version sounds more nice
Ayaz Ahmed on Wednesday, February 01, 2012 udit ji father all the current singer