Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sapane Bhaye Hain Bairi Balam Ji - सपने भये है बैरी बलम जी
kaise kategi ratiya balam ji, kaise kategi ratiya
sapane bhaye hain bairi balam ji
naino ki nadiya gehari
sapane bhaye hain bairi balam ji
naino ki nadiya gehari
naino ki nadiya geahri
naino ki nadiya geahri balam ji
naino ki nadiya gehari
ho o o o naino ki nadiya geahri
sapane bhaye hain bairi balam ji
naino ki nadiya gehari
kaahe sataaye nindiya udaaye
kaahe sataaye nindiya udaaye
laaj ke saare parde uthaaye
najaron ke haathon se malkar
tan ki kiran ko aise churaaye
kar de kaali dupehari
kar de kaali dupehari, balam ji
naino ki nadiya gehari
ho o o o naino ki nadiya gehari
koi kasak hai koi chubhan hai
koi kasak hai koi chubhan hai
aur ye mann iss pal bhi magan hai
jisko hawa de soyi umangein, mithi mithi aisi agan hai
jisme pyaas kehari
jisame pyaas kehari, balam ji
naino ki nadiya gehari
o o o o naino ki nadiya gehari
sapane bhaye hain bairi balam ji
naino ki nadiya gehari
sapane bhaye hain bairi balam ji
naino ki nadiya gehari
Comments for lyrics of song "Sapane Bhaye Hain Bairi Balam Ji"
Asmita Gaurav Harsh on Saturday, June 20, 2009 rahat fateh ali khan's magical voices touches the soul in this song
rajabharti on Monday, June 22, 2009 i want to marry gracy, she is looking so sweet
Asmita Gaurav Harsh on Friday, June 19, 2009 a very beautiful composition.
Kumar Dharmendra on Saturday, June 20, 2009 REALLY ! WHAT A MELODY..!