Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sar Kiye Ye Pahar - सर किये ये पहार
sar kiye yeh pahar
daryaon ki gehraiyon me
tujhe dhunda hai
aa bhi ja ek baar
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
sar kiye yeh pahar
daryaon ki gehraiyon me tujhe dhunda hai
aa bhi ja ik baar
mere yaar ise na luto mere mann ka qarar
ho gaya hai tumse pyar
ho gaya hai tumse pyar
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
jidhar bhi dekhun tuhi nazar aati hai
aankhain band karlun to, tu aur kareeb aati hai
jidhar bhi dekhun tuhi nazar aati hai
aankhain band karlun to, tu aur kareeb aati hai
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
khushbu teri mujhe jo chhu jaati hai
mere man me kaise ye deep jala jaati hai
khushbu teri mujhe jo chhu jaati hai
mere man me kise ye deep jala jaati hai
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
mere yaar ise na luto, mere mann ka qarar
ho gaya hai tumse pyar
ho gaya hai tumse pyar
Comments for lyrics of song "Sar Kiye Ye Pahar"
Sebastian Kudos on Saturday, January 24, 2015 Sar kiye yeh Pahar, Dariyon ke gheraiyon me, tujhe dhonda ha.
Translation: I climbed the highest peak, I swam into the darkest depth to
find you.
A bhi ja ek bar, mere ane se na lotoo mere man ka qaraar.
Translation: Darling come for once! Why are you playing with my emotions?
How do you find joy in my suffering?
Moloy Banerjee on Monday, May 28, 2012 to be honest the video is crappy but the music is awesome and makes up for
it!!
Delnaz Sukheshwalla on Friday, January 31, 2014 Watched yr live show only once. Allah karre ek aur mauka mile.
Gopal Chhetri on Wednesday, August 26, 2015 22 Years and this song is still a favourite. Love you Strings.
Maseehaforlife on Friday, July 10, 2015 Thumbs up if u listening this song in2015..after 22 years