|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Sau Baar Janam Lenge Sau Baar Fanah - सौ बार जन्म लेंगे, सौ बार फ़ना होंगेwafa ke deep jalaye hue nigaho me
bhatak rahi ho bhala kyo udas raho me
tumhe khyal hai tum mujhse door ho lekin
main samne hu chali aao meri dhun me
sau bar janam lege
sau bar fana hoge
ai jaane wafa phir bhi
ham tum naa juda honge
sau bar janam lege
sau bar fana hoge
kismat hame milane se
rokegi bhala kab tak
inn pyar ki raho me
bhatakegi wafa kab tak
kadamo ke nisha khud hi manjil ka pata hoge
sau bar janam lege
sau bar fana hoge
ye kaisi udasi hai
jo husn pe chha ayi hai
ham dur nahi tumse
kahane ko judayi hai
arman bhare do dil phir ek jagah honge
sau bar janam lege
sau bar fana hoge
ai jaane wafa phir bhi
ham tum naa juda honge
sau bar janam lege
sau bar fana hoge
lyrics typed by:ruby singh
|
Comments for lyrics of song "Sau Baar Janam Lenge Sau Baar Fanah" |
|
JashimBD on Saturday, April 25, 2015 sau baar janam lenge- Muhammad Rafi- USTADON KE USTAD- (1963)
starring.pradeep kumar & shakeela
bhatak rahi hai bhala kyon
udaas raahon mein
tumhe khayaal hai tum mujh se duur ho leken
mein saamne hoon
chali aawo meri baahon mein
sau baar janam lenge
sau baar fanaa honge
ae jaane wafa phir bhi
ham tum na juda honge
sau baar janam lenge
sau baar fana honge
qismat hamen milne se
rokegi bhala kab tak
enn pyaar ki raahon mein
bhatkegi wafa kab tak
qadmon ke neshaan khud hi
manzel ka patha honge
sau baar janam lenge
sau baar fana honge
ae jaane wafa phir bhi
ham tum na judaa honge
sau baar janam lenge
sau baar fana honge
ye kesi udaasi hai
jo husn pe chaayi hai
ham duur nahin tum se
kehne ko judaayi hai
armaan bhare do dil
phir ek jagaa honge
sau baar janam lenge
sau baar fanaa honge
ae jaane wafa phir bhi
ham tum na judaa honge
sau baar janam lenge
sau baar fanaa honge
Pankaj Patel on Wednesday, March 26, 2014 सौ बार जनम लेंगे , सौ बार फना होंगे
ए जाने वफ़ा फिर भी हम तुम ना जुदा होंगे
किस्मत हमें मिलने से रोकेगी भला कब तक
इन प्यार की राहों में भटकेगी वफ़ा कब तक
कदमों के निशाँ खुद ही मंजिल का पता होंगे
ये कैसी उदासी हैं जो हुस्न पे छाई है
हम दूर नहीं तुम से कहने को जुदाई है
अरमान भरे दो दिल फिर एक जगह होंगे
mialvi9 on Friday, October 16, 2015 Mohd. Rafi’s voice had this incredible quality of retaining its smoothness
even at high octaves. On top of it, he was able to infuse the required
emotion even when he was singing at those high notes. What a singer! And
when he was teamed with a master music director like Ravi and a classy poet
like Asad Bhopali, their creation went straight to the heart.
Rajendra Oza on Thursday, October 15, 2015 वफ़ा के दीप जलाये हुए निगाहों में भटक रही हो भला क्यों उदास राहों में
तुम्हे खयाल है, तुम मुझसे दूर होगे
मैं सामने हूँ चली आओ मेरी बाहों में
Narasimhan Srinivasan on Monday, July 08, 2013 Beautiful song no doubt. Let's acknowledge the wonderful poet who wrote
this song. It is none other than Asad Bhopali saheb. He was always chipping
along while others like Shakeel, Majrooh, Shailendra or Hasrat held the
limelight. But he always wrote very good songs, never compromising on
quality of content. Even this song has very high quality Urdu..
|
View all 135 comments related to song Sau Baar Janam Lenge Sau Baar Fanah - सौ बार जन्म लेंगे, सौ बार फ़ना होंगे |
Ustadon Ke Ustad |
Film cast: | Pradeep Kumar, Shakeela, Ashok Kumar, Johny Walker, Helen, Anwar, Sheikh Mukhtar | Singer: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey | Lyricist: | Assad Bhopali | Music Director: | Ravi | Film Director: | Brij | External Links: | Ustadon Ke Ustad at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|