Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Shamo Sahar Hai Safar Hi Safar - शामो शहर है सफ़र ही सफ़र
shamo sahar hai safar hi safar
shamo sahar hai safar hi safar
hamara watan hai kaha
sitaro se aage sitaro se aage
rahe hum hamesha rawa
rahe hum hamesha rawa
sitaro se aage sitaro se aage
hamara watan hai kaha
sitaro se aage sitaro se aage
safar umar bhar tera hoga na hasil
ye dunia bani hai safar hi ki khatir
safar hi ki khatir
safar umar bhar tera hoga na hasil
ye dunia bani hai safar hi ki khatir
safar hi ki khatir
chala chal musafir chala chal musafir
gaye hai kayi karwa
sitaro se aage sitaro se aage
hamara watan hai kaha
sitaro se aage sitaro se aage
yahi hum kahi ghar banane ke kayal
jaha sham hoye wahi apni manjil
wahi apni manjil
yahi hum kahi ghar banane ke kayal
jaha sham hoye wahi apni manjil
wahi apni manjil
na toofan ka dar na parwane ka dar
rahegi ye kashti rawa
sitaro se aage sitaro se aage
hamar watan hai kaha
sitaro se aage sitaro se aage
shamo sahar safar hi safar
shamo sahar safar hi safar
Comments for lyrics of song "Shamo Sahar Hai Safar Hi Safar"
Riaz Ali on Sunday, July 31, 2011 Kiya nasehana chorus hai.Zauq kehte hain---Aye Zauq takalluf me hai takleef
sarasar----Araam se hain woh jo takalluf nahin karte.Hum daulat main apna
aur bachhon ka sokoon dekte hain magar wahi hamari bardadi ban jaati hai.
It is discipline that gives enjoyment of life and nothing else. Yeh duniya
faani hai magar kisi ko khayal nahin. Hum sab ghafil hain aur ghafilon se
kiya gila. Thanks