Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Shauq Har Rang - शौक हर रंग रकीबे सर ओ साँमा निकला
shauk har rang raqibe sar o saama nikla
kais tasveer ke parde mein bhi uriyan nikla
zakham ne daad n di tangi ae dil ki yaarab
teer bhi seen ae bismil se par afshaa nikla
shauk har rang raqibe sar o saama nikla
buae gul naale dil dude chirage mahfil
jo tiri bazm se nikla so prishaan nikla
jo tiri bazm se nikla so prishaan nikla
dil mein phir giriye ne ik shor uthaya gaalib
aah jo katar n nikla tha so tufaa nikla
shauk har rang raqibe sar o saama nikla