Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Nargis - nargis_014.jpg
Nargis

Tirchhi Topiwale
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Shehnaiyo Ke Mele (Machega Hungama) - शहनाईयों के मेले लगे हैं

shehnaiyo ke mele lage hai
shehnaiyo ke mele lage hai
aayi hai aisi raat
machega hungama, hungama
machega hungama
apno se apne aaj milenge
apno se apne aaj milenge
hogi khushi ki har baat
machega hungama, hungama
machega hungama
waah bhai waah hey, waah bhai waah hey

yaad hai kuch, suno ji yaad hai kuch
shadi se pahle ki baate
wo pahli mulakat
yaad hai kuch, kaho na yaad hai kuch
na din ka, na raat ka
na pahli mulakat ka
humko yaad hai janeman
kissa pahli raat ka
pahli raat ka kissa hi
jivan ka ban jaye hissa
usne life bana li
jisne bhi le li ye shiksha
pahli raat hi sabse pyari
umar chhupi hai isme sari
ghar me uski chale hukumat
jisne is din billi maari
oye hoye hoye kya formula hai
puchhe biwi girlfriend hai
kah do na ji the end hai
shadi se pahle ke chakkar
bhul ke mat batlana
warna pyare banke rah jaoge
tum ghanchakkar
waah bhai waah waah, waah bhai waah hey

are miya tum kya jano hum batate hai
kissa pahli raat ka apni hum sunate hai
o ki hoya paaji
jis din humne padha nikaah
dil se us din nikli aah
hum the shayar bade ajib
biwi ke jab gaye karib
gazalo ke fire kar baithe
ha number one shayar ban baithe
ho gayi biwi aag babula
pal me shayari sari bhula
boli mujhko raas na aaye
tere kalam dawat
bhaad me jaye shayari
aur aisi jajbaat
pahli raat ka pyar na jane
main nahi karti baat, aur ab
ab biwi maayke bhejni ho to
kaam shayari aaye
main shayari padhta hu, wo maayke chali jaye
waah bhai waah hey, waah bhai waah hey

apna taur tarika accha
humne jo kuch sikha accha
apna taur tarika accha
humne jo kuch sikha accha
suraj ek, chanda ek, dharti ek
hum bhi ek
humne socha ye pyar, kyu kare shadi
kyu jhak maate
baithe bithaye paanv pe apne
kaahe ko kulhadi maare
apna to din raat ye hai rawaiya
apna to din raat ye hai rawaiya
bhaiya charo taraf
charo taraf gopiya bich me kanhaiya
charo taraf gopiya bich me kanhaiya
waah bhai waah hey, waah bhai waah hey

jis gulshan me phul nahi
kuch us gulshan se bhi puchho
jo ghar dulhan se khali ho
us aangan se bhi puchho
kya hota hai jivan
ehsaas ye kaisa hota hai
jivansathi paas na ho to
jivan kaisa hota hai

aaj hai yaar ki silver jubliee
dil mera khushi me rota hai
jiska jivansathi
uska jag me sabkuch hota hai
waah bhai waah hey, waah bhai waah

kabhi soch ke dar lagta hai
kya kya, kya bhai kya
kabhi soch ke dar lagta hai
kabhi khushi bhi hoti hai
lekin lagta hai ke shadi
chiz buri nahi hoti hai
hum bhi khushi manayenge
hum bhi khushi manayenge
ek din dulhan ghar layenge

shehnaiyo ke mele lage hai
aayi hai aisi raat
macha hai hungama, hungama
macha hai hungama
apno se apne aaj mile hai
apno se apne aaj mile hai
hogi khushi ki har baat
macha hai hungama, hungama
macha hai hungama


lyrics of song Shehnaiyo Ke Mele (Machega Hungama)

Comments for lyrics of song "Shehnaiyo Ke Mele (Machega Hungama)"
DonNeverGivesUp on Saturday, April 16, 2011
@wadakaroyeh haan haan zaroor muskaan ji agar aapke paas better quality ho
toh zaroor usse uplad karna aur mere saath share bhi karna , yeh song aur
vid mujhe bahut acha lagta hai, waise yeh maine vcd se ripp kiya tha issi
liye shayad quality itni achi nahin hai

DonNeverGivesUp on Saturday, April 16, 2011
@420punamshah arey nahin yaar aise koi baat nahin hai , mujhe bas yeh batao
, kya woh vid hai tumare paas udit ji ka song dheere dheere chal ? aur
kumar sanu ka koi song's collection tumne mera download kiya hai kya ?

DonNeverGivesUp on Saturday, April 16, 2011
@420punamshah yaar mujhe udit magical voice part 4 vid agar hai tumare paas
woh mujhe send kardo , maine woh delete kar diya tha apne comp se aur usske
bina main dosre parts upload bhi nahin kar sakta ;p

DonNeverGivesUp on Saturday, April 16, 2011
@420punamshah yaar jitne bhi mere vid's hai tumare paas PM karke mujhe bolo
aur sorry kiss liye yaar, main dobara bano longa woh vid ;p

420punamshah on Saturday, April 16, 2011
Areeeeeee shah ji, yeh song toh mai dekhi hi nahi :) sorry
yaara.yeh song sab aapke pehle wala channel me thana ???
bohat miss karahi hoon o channel ko yaar :( aapko pata hai mai pehle wala
channelme se bohat song ki thi download, aapko chahiye toh bolo mai send
karti hoon :) DON786 bhi likha hai vid me lolzzz

View all 9 comments related to song Shehnaiyo Ke Mele (Machega Hungama) - शहनाईयों के मेले लगे हैं


Film cast: Inder Kumar, Monica Bedi, Chunky Pandey, Ritu Parna, Johny Lever, Anupam Kher, Kader Khan, Rakesh Bedi, Reema Lagoo, Alok Nath, Satish Shah, Arjun, Shail Chaturvedi, Sunil Dhawan, Shehzad Khan, Himani Shivpuri, Jackie Shroff, Nilofer
Film Director: Nandeem Khan
Film Producer: Babu Latiwala
External Links: Tirchhi Topiwale at IMDB    Tirchhi Topiwale at Wikipedia
Watch Full Movie: Tirchhi Topiwale at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Rajhath (1956)
Rajhath (1956)
Geet Gaata Chal (1975)
Geet Gaata Chal (1975)
Adalat (1958)
Adalat (1958)
Amanush (1975)
Amanush (1975)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy