Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sitaaron Se Aage, Shamaa Par Jal Kar Bhi Paravaanaa - सितारों से आगे, शमा पर जल कर भी परवाना
sitaaro se aage jahaan aur bhi hai
abhi ishq ke imtahaan aur bhi hai
shamaa par jal kar bhi paravaanaa fanaa hotaa nahi
saaz se jaise kabhi nagamaa judaa hotaa nahi
maut to chhoti si hai ek aazamaaish ishq ki
dard-e-ulafat jaan dekar bhi adaa hotaa nahi
shamaa par
hai zami se aasamaa tak jaa rahi thi mazile
khatm mar jaane se bhi ye silsilaa hotaa nahi
shamaa par
Comments for lyrics of song "Sitaaron Se Aage, Shamaa Par Jal Kar Bhi Paravaanaa"
Athar Khan on Tuesday, April 12, 2011 Agar kho gaya ek nasheman to kya ghum Maqmat-e-aah-o-fughaan aur bhi hain
Tu shaheen hai parvwaaz hai kaam tera Tere saamne aasmaan aur bhi hain Isi
roz-o-shab main ulajh kar na rah ja Ke tere zameen par makaan aur bhi hain
Gaye din ke tanha tha main anjuman mein Yahaan ab mere raazdaan aur bhi hain
Athar Khan on Tuesday, April 12, 2011 Sitaron se aage jahan aur bhi hain Abhi ishq ke imtehan aur bhi hain Tahi
zindagi se nahin ye fizayen Yahan siakdon karwaan aur bhi hain Khana’at na
kar aalam-e-rang-o-bu par Chaman aur bhi aashiyaan aur bhi hain
Shafiq-ur- Rehman on Monday, September 30, 2013 All the poetry has fascinating me a lot. I am a great lover of Allama
Muhammad Iqbal ( A True Wali Allah). His poetry is a real translation of
the Holy Quran.
Krishan Jamal on Tuesday, October 02, 2012 Poetry is wonderful, Rahat's composition brings out the sentiments in the
words. This song plays tricks on my soul and mind.
V. Siddhartha on Saturday, May 26, 2012 Heard it after a long time. Soothing elixir for tired souls whenever Asha
Bhonsle sings a ghazal or a geet. Thanks, Ajay.