Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Soone Saaye Tune Paaye - सूने साए तूने पाए
sune saaye…tu ne paaye sune saaye jo hai paaye
tu na hona pareshan lete rahna udaan
koi pyara mehmaan jaane kahan se kabhi bhi
aa jaaye sune saaye…tu ne paaye
sune saayejo hai paaye bas darwaza khol ke rakhna
khud ko itna mol ke rakhna aaye na mujhko sab rishton ko
naap ke rakhna tol ke rakhna mai hoon badi nadaan
poore hoke armaan koi leke muskaan
jaane kahan se kabhi bhi aa jaaye
sune saaye…tu ne paaye sune saaye…jo hai paaye
ab is dil ki aas na toote ummedon ka haath na chhute
laakh ho shikwe par aakhir me maan hi jaate hai sab roothe
meethi rakhna jubaan tu na khona pahchaan
koi leke muskaan jaane kahan se kabhi bhi
aa jaaye sune saaye…tu ne paaye
sune saaye jo hai paaye