Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tarasi Hui Hai Muddat Se Aankhe Nazaro Ki Duniya Aabaad Kar De - तरसी हुइ हैं मुद्दत से आँखे नज़रों की दुनिया आबाद कर दे
tarasi hui hai muddat se aankhe
tarasi hui hai muddat se aankhe
nazaro ki duniya aabaad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
tumko bana kar husn ka malik
tumko bana kar husn ka malik
kisne kaha tha jallaad kar de
kisne kaha tha jallaad kar de
kisne kaha tha jallaad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
sharmo hayaa ke qurabaan jaaoon
sharmo hayaa ke qurabaan jaaoon
samne aa ke dilshad kar de
samne aa ke dilshad kar de
samne aa ke dilshad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
kabze me tere hai dil ki duniya
kabze me tere hai dil ki duniya
aabaad kar yaa barbaad kar de
aabaad kar yaa barbaad kar de
aabaad kar yaa barbaad kar de
aabaad kar yaa barbaad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
nazaro ki duniya aabaad kar de
Comments for lyrics of song "Tarasi Hui Hai Muddat Se Aankhe Nazaro Ki Duniya Aabaad Kar De"
Bhavesh Desai on Thursday, April 11, 2013 Najma {1943}: Ashok Kumar singing for himself while flying kite; with Najma
in the scene whom he has fallen in love at first sight; Lyricist: Anjum
Pilibhiti; Music Director: Rafiq Ghaznavi