Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke - तेरे आने की जब खबर महके
tere aane ki jab khabar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
sham mahke tere tasavvur se
sham mahke tere tasavvur se
sham ke baad phir sahar mahke
sham ke baad phir sahar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
raat bhar sochta raha tujhko
raat bhar sochta raha tujhko
zahan-o-dil mere raat bhar mahke
zahan-o-dil mere raat bhar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
yaad aaye to dil munavvar ho
yaad aaye to dil munavvar ho
did ho jaye to najar mahke
did ho jaye to najar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
wo ghadi do ghadi jaha baithe
wo ghadi do ghadi jaha baithe
wo jami mahke wo shajar mahke
wo jami mahke wo shajar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
Comments for lyrics of song "Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke"
INDERPAl SINGH on Tuesday, December 16, 2014 मेरी जिंदगी की सबसे जायदा मन को छुने वाली गजल गाई हे जगजीत सिंह जी ने इस
गजल को
आँखे बन्द कर के सुनने का मजा ही कुछ अलग
हे।एसा लगता हे की हम इस दुनिया से दूर किसी
अनजान दुनिया में पहुंच गए हे इसको सिर्फ
मेहसूस किया जा सकता है बयान नही कर
सकते ।
Pardeep Singh on Sunday, December 21, 2014 शायद अपने पिताजी के जाने के बाद सिर्फ आपके जाने की खबर सुन के मैं सब से
ज़्यादा रोया था
और आंसू भी सूख गए लेकिन दिल अभी भी रो रहा हैं
क्यों आप दोनों मुझे इतनी जल्दी इस ज़िन्दगी की लड़ाई में अकेला कर गए ?
ravi parashar on Friday, June 29, 2012 first of all my friend.its "sunte hain" not "kehte hain"... secondly
Jagjit and Chitra sang this ghazal a lot before their son died.. even
before their marriage (in a concert)... Chitra singh left singing after
the death of their son. But "sunte hain" is a duet.. Thirdly
Jagjit sang "Ab khushi hai na koi dard rulane wala" in the memory of his
son after his death
jhims43 on Tuesday, March 20, 2012 we have lost him maybe he is now with all the great singers his voice
lingers on on earth for all the mortals to enjoy the world has lost one of
the most talentsd singers in the subcontinent os india listen to his gazals
and u seem to be in dreamland thanks for making the world a better place
with your beautiful songs and melodious voice
Rohit Kumar Verma on Monday, October 10, 2011 Kahte hai ki mail jati hai har cheej dua se, Vo kyu nahi milta jise manga
tha khuda se. Jagjeet Singh sung this when he lost his son. One more -
Duniya jise kahte hai Jadu ka khilona hai, Mil jaye to mitti, kho jaye to
sona hai. We love you Sir. You will ever live in our hearts.