Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tere Baadalo Ki Kair Tere Sagaro Ki Kair - तेरे बादलों की खैर तेरे सागरों की खैर
dunia bhar ki nadiyo ka jab malik hai bhagwan
ek dukhiya kyun na dega umar bhar ka dan
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
mere pyar ki talaiya ko bhi pani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
mere ypar ki talaiya ko bhi pani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
subah sawere tu hi bikhere sabnam ke ye moti
teri daya ke jal se pati pati mukhda dhoti
subah sawere tu hi bikhere sabnam ke ye moti
teri daya ke jal se pati pati mukhda dhoti
kiye itne kamal sun mera bhi sawal
kiye itne kamal sun mera bhi sawal
kaha jal ko chupaya hai nishani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
mere ypar ki talaiya ko bhi pani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
ghum rahi main nagri nagri ye jholi failaye
ghayal man par fir bhi kisi ko raham jara na aaye
teri dunia mein der par nahi hai andher
teri dunia mein der par nahi hai andher
meri dagmag nayya ko rawani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
mere pyar ki talaiya ko bhi pani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
tere hote preet kisi ki ye dunia kyu lute
tu chahe to pathar se bhi jhar jhar jharna fute
main to aayi tere dwar meri jindgani sawar
main to aayi tere dwar meri jindgani sawar
ab mujhe bhi jindgani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
mere ypar ki talaiya ko bhi pani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
mere ypar ki talaiya ko bhi pani de
tere badlo ki khair tere sagro ki khair
Comments for lyrics of song "Tere Baadalo Ki Kair Tere Sagaro Ki Kair"
Ashok Manwani on Wednesday, January 29, 2014 HINDI FILMS OF SUCHITRA SEN
---------------------------------------------------------
YEAR FILM HERO
---------- ----------- ---------
1. 1955 Devdas (PAARO) with dilip kumar
2. 1957 Musafir (shakuntala) with shekhar
3. 1957 Champakali with bharat bhushan
4. 1960 Bombai Ka Baboo (MAYA) with dev anand
5. 1960 Sarhad with dev anand