Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tere Kaabil Me Dil Ko Banaugi - तेरे काबिल मैं दिल को बनाउंगी
tere kabil mai dil ko banaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
jis rang me range rang jaungi
jis rang me range rang jaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
shart kaisi bhi ho mujhko manjur hai
shart kaisi bhi ho mujhko manjur hai
dhul bhi tere kadmo ki sindur hai
rah teri mai sar pe sajaungi
rah teri mai sar pe sajaungi
jis rang mai range rang jaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
bin tarasha huya ek hira hu mai
bin tarasha huya ek hira hu mai
mera mohan hai tu teri mira hu mai
teri khatir mai nchungi gaungi
teri khatir mai nchungi gaungi
jis rang mai range rang jaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
tu kahe to umar bhar mai baithi rahu
tu kahe to umar bhar mai baithi rahu
tu uthe to uthi tu chale to chalu
tu jo beche to hans ke bik jaungi
tu jo beche to hans ke bik jaungi
jis rang mai range rang jaungi
jis rang mai range rang jaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
tere kabil mai dil ko banaungi
Comments for lyrics of song "Tere Kaabil Me Dil Ko Banaugi"
Shahnawaz Ali on Thursday, December 11, 2014 nice movie badal. shahnawaz ali