Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Teri Diwaani - प्रीत की लत मोहे ऐसी लागी
preet ki lat mohe aisi laagi
ho gayi main matwari
bal bal jau apne piya ko
he main jau wari wari
mohe sudh budh na rahi tan man ki
ye to jaane duniya saari
bebas aur lachar phiru main
haari main dil haari
haari main dil haari
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
teri jaan ke sadke mein
kuch aisa kar jau
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
ishq junoo jab had se badh jaaye
ishq junoo jab had se badh jaaye
haste haste aashiq sooli chad jaaye
ishq ka jaadu sar chad kar bole
ishq ka jaadu sar chad kar bole
khoob lagalo pehre raste rab khole
yahi ishq di marji hain
yahi rab di marji hain
yahi ishq di marji hain
yahi rab di marji hain
tere bin jeena kaisa
ha khudgarji hain
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
teri deewani deewani teri deewani deewani
ae main rang rangeeli deewani
ae main rang rangeeli deewani
ae main albeli main mastani
gaau bajau sabko rijhau
ae main deen dharm se begaani
ae main deewani main deewani
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
teri jaan ke sadke mein
kuch aisa kar jau
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
teri deewani deewani teri deewani deewani
teri deewani deewani teri deewani deewani
Comments for lyrics of song "Teri Diwaani"
M. Saleem Raikodi Raikodi on Sunday, September 20, 2015 Its a Sufi tune and the lyrics. possibly of Amir Khusroo. KK has sung it
really well and the captivating landscape of good old Hyderabad. All those
rocks and the beautiful greenery is all but gone. Suburban Hyderabad was
just like the proverbial heaven until recently
Sarmista Barua on Wednesday, April 01, 2015 Such a mesmering voice kaailash has!!this song is not a simple song..nids
lots of effort to sing..i am emotionally attached with this song..lovly.. &
hatsoff to kaailaash ji
Prakash Siddaramu on Monday, March 23, 2015 The tune is basd on the sufi style. Any tune related to prayer is usually
melodious and takes us to a world of divinity. KK's rendering is enchanting
vikram singh on Tuesday, June 02, 2015 song released in summer 2006.was in 9th standard.didnt have
cell...used to borrow my cousins nokia 6600 to listen to this song...
Tamanna Samantaray on Monday, May 11, 2015 some people and some songs are hard to replace.. love this song
emotionally connects me wid it...
Lucky Ali, Rahat Fateh Ali Khan, Nusrat Fateh Ali Khan, Shubha Mudgal, Sukhwinder Singh, A R Rahman, Shafqat Amanat Ali, Kailash Kher, Strings, Adnan Sami, Shankar Mahadevan
Lyricist:
Rahat Fateh Ali Khan, Nusrat Fateh Ali Khan, Anil Pandey, Mehboob Kotwal, Javed Akhtar, Kailash Kher, Sandeep Srivastava
Music Director:
Lucky Ali, Sachin Gupta, Nusrat Fateh Ali Khan, Sandesh Shandilya, A R Rahman, Shankar Ehsaan Loy, Kailash Kher, Bilal Maqsood, Faisal Kapadia, Sandeep Chowta, Pritam
You may also like songs from these films on HindiGeetMala