Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Teri Nigah Pe Sab Kuch Lutane Aaye Hai - तेरी निगाह पे सब कुछ लुटाने आये हैं
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
tujhe jo bol diya tha nibhane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
duniya se kuch na duniya ke
duniya se kuch na duniya ke bazar se mila
jo bhi mila hume tere darbaar se mila
jo wada tujhse kiya han nibhane aaye hai
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
tujhe jo bol diya tha nibhane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
na hum jahaan na jahaan ki kisi juba se dare
na zindagi se dare hum na hum kada se dare
dare agar to khuda se dare khuda hai gawah
hume darane jo aaye zara khuda se dare
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
tere huzur wahi sar jhukane aaye hain
tere huzur wahi sar jhukane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
humari duniya jo duniya ne lut li milkar
humari duniya jo duniya ne lut li milkar
tere jaha se tabiyat ukhad na jaye kahi
bani thi bat jo ab kal bigad na jaye kahi
fir ek phul khilaye wafa ke gulshan me
bhari bahar me gulshan ujad na jaye kahi
humari duniya, humari dunyia
humari duniya, duniya dunia
humari duniya jo dunia dunia ne
lut li milkar, milkar han milkar
wahi luti hui duniya basane aaye hain
wahi luti hui duniya basane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
tujhe jo bol diya tha nibhane aaye hain
jo wada tujhse kiya han nibhane aaye hai
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
Comments for lyrics of song "Teri Nigah Pe Sab Kuch Lutane Aaye Hai"
naushad ali on Friday, April 03, 2015 Hamari Duniya ko Duniya Ne Lut Li Mil Kar Hum Ye Puri Duniyan Akele Hi Lut
Kar Jayenge. Kutch Bi Nahi Rakhenge Duniyanwalon Ke Liye.
Imtiaz Khan on Thursday, September 25, 2014 Amazing piece of qawaali! The golden era of bollywood qawaali's started
with Mohammed Rafi Saab and ended with Mohammed Aziz Saab!
Arvinder Singh on Thursday, May 08, 2014 Tere huzur wahi sar jhukane aaye hai..
WAH KYA BAAT HAI
Ajit Singh on Sunday, November 29, 2015 teri negha pa nice song
Mahendra Sharma on Friday, June 06, 2014 aaj bhe wahi baat hai