Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Thirka Badan To Geeto Ke - थिरका बदन तो गीतों के
thirka badan to gito ke dhare machal pade
sur taal aur sargam sare machal pade
thirka badan to gito ke dhare machal pade
sur taal aur sargam sare machal pade
thirka badan to
masti jhalak rahi hai mere rup rang se
bijli lipat rahi hai mere ang ang me
masti jhalak rahi hai mere rup rang se
bijli lipat rahi hai mere ang ang me
ghugharu baje to jaise ghugharu baje to jaise
sharare machal pade
thirka badan to gito ke dhare machal pade
sur taal aur sargam sare machal pade
thirka badan to
tumse mili nagahe to dil aaya josh me
thamo mujhe ke aaj nahi hu mai hosh me
tumse mili nagahe to dil aaya josh me
thamo mujhe ke aaj nahi hu mai hosh me
tufan banke dil pe tufan banke dil pe
kinare machal pade
thirka badan to gito ke dhare machal pade
sur taal aur sargam sare machal pade
thirka badan to
thirka badan to gito ke dhare machal pade
sur taal aur sargam sare machal pade
thirka badan to
Comments for lyrics of song "Thirka Badan To Geeto Ke"
Suresh Vithalani on Friday, March 20, 2015 Very nice classical song composed by SJ. (Probably by Shankar after the sad
demise of Jaikishan.
Kumar Rajesh on Monday, February 04, 2013 Lata Mangeshkar + Asha Bhosle combination ...awesome