Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Thoda Sa Dil - थोड़ा सा दिल
thoda sa dil ye saham jata hai
phir muskurakar tham jata hai
thoda sa dil ye saham jata hai
phir muskurakar tham jata hai
hai bharosa bahot is tere faisalo pe
hai bharosa bahot is tere faisalo pe
ye tere hi sahare to chal pata hai
thoda sa dil ye saham jata hai
phir muskurakar tham jata hai
ek nayi shurvat ho tere sath
makhmali ahsas ho din raat
ek nayi shurvat ho tere sath
makhmali ahsas ho din raat
mai rahu tere liye ajnabi
mai rahu tere liye ajnabi
ho dil chaspa itni mulakat
thoda sa dil ye saham jata hai
phir muskurakar tham jata hai
hai bharosa bahot is tere faisalo pe
hai bharosa bahot is tere faisalo pe
ye tere hi sahare to chal pata hai
thoda sa dil ye saham jata hai
phir muskurakar tham jata hai