Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Thodee Thodee Piya Karo - ये इन्तजार गलत है की शाम हो जाये
ye intejar galat ki sham ho jaaye
jo ho sake to abhi dour ae jaam ho jaaye
mujhe jaise rind ko bhi tune hashar me ya rab bula liya hai
toh kuch intejam ho jaaye
hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo
piyo lekin rakho hisab, ke thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo
hui mahangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo
gum ka dour ho ya ho khushi, sama bandhti hai sharab
gum ka dour ho ya ho khushi, sama bandhti hai sharab
gum ka dour ho ya ho khushi, sama bandhti hai sharab
ek mashwara hai janab thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo
hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo
dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya
dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya
dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya
funkh dale jo jigar ko sharab ,ke thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo, thodi thodi piya karo
hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo
dilbar ki baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha
dilbar ki baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha
dilbar ki baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha
may se badkar uska shabaab, ke thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo
hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo
piyo lakin rekho hisab , ke thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo
hui menangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo
Comments for lyrics of song "Thodee Thodee Piya Karo"
montahaali on Thursday, March 29, 2012 nice gazal by pankaj udas he is geart vioce of king singer i like so much his porty
mseeds1 on Monday, November 21, 2011 Excellent song when I was young. I could double up my love for my girl friend who lastly became my betterhalf. I did not require to make a habit of being alcoholic. Alcoholic hypnotism was already inside his major songs. U r great Pankaj Udhas. God bless u.
Saeed Mukhtar on Monday, November 16, 2009 good one anyone of you guys could upload this one by pankaj udhas yeh
sharaab naa abb yeh mastoki majure ke najar kya mubaarak she thee jinase
aam hokar reh gayee jabse kam jarfo ke palle pad gayee yeh dilruba kuchau
bajar me badnaam hokar reh gayee
Sahibzada Mehmood Ul Hassan on Thursday, October 20, 2011 Dewana bekhudi m bari bat keh gea,,,, ek hasher ke gari ko b mulakat keh
gea.. kse ko neklty he gar c mel gai manzel.. koi hamari tarah umr
bhar sfr m raha. Musafir Sajid
baloch7576 on Sunday, October 18, 2009 ye intzaar ghalat hai k sham ho jaye jo ho sakay to abhee door e jam ho jaye mugh jesay rind ko bhe tou ne hashar main ya rab bula liya hai kuch intzaar ho jayee...