Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Thokar Naseeb Ki Jo Kha Kar Bhi Muskuraye - ठोकर नसीब की जो खा कर भी मुस्कुराए
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
ik roz badhke manjil ik roz badhke manjil usko lagaye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
ye ranj ye musibat kissa hai jindagi ka
ye ranj ye musibat kissa hai jindagi ka
gum ko khushi banana hai kam aadmi ka
gum ko khushi banana hai kam aadmi ka
insan kya jo gum se insan kya jo gum se ghabrake baith jaye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
ik roz badhke manjil ik roz badhke manjil usko lagaye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
har rat ki subah hai har sham ka sawera
har rat ki subah hai har sham ka sawera
rukna na rashte me manjil hai tera dera
rukna na rashte me manjil hai tera dera
har ek nayi musibat har ek nayi musibat himmat teri badhaye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
ik roz badhke manjil ik roz badhke manjil usko lagaye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye
Comments for lyrics of song "Thokar Naseeb Ki Jo Kha Kar Bhi Muskuraye"
TheDeepakp on Tuesday, September 02, 2014 Film cast: Nargis Dutt, Pradeep Kumar, Pran, Nishi, Shammi, I S Johar, Minu
Mumtaz
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: S D Burman
Film Director: I S Johar
Hari Narayanan on Thursday, October 11, 2012 miss india ---1957---classical --golden ---song ---by manna dey ---lives in
the hearts of music lovers --old hindi film songs ---i enjoy --i like very
much ---thanks for posting