Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Toote Hue Khwabon Ne, Humko Ye Sikhaya Hai - टूटे हुए ख़्वाबों ने, हमको ये सिखाया है
tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne
ham dhundte hai unko, jo milke nahi milte
ham dhundte hai unko, jo milke nahi milte
ruthe hai na jaane kyun, mehmaan mere dil ke
mehmaan mere dil ke
kyaa apni tamanna thi, kya saamane aaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne
laut aai sadaa meri, takara ke sitaaro se
laut aai sadaa meri, takara ke sitaaro se
ujadi hui duniya ke, sunsaan kinaro se
sunsaan kinaro se
par ab ye tadapana bhi, kuch kaam na aaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne
Comments for lyrics of song "Toote Hue Khwabon Ne, Humko Ye Sikhaya Hai"
nrityadasi on Monday, December 27, 2010 Salil Chaudhari, Rafi sab, Dilip Kumar,Majrooh Sab- what an emotional creation !!!!!!!!!!!!!! WOW Jawab Nahi.
Shruti Shankar Srivastava on Friday, January 23, 2015 Toote huye khawabon ne
Humko yeh sikhaya hain
Dil ne dil ne jise paya tha
Aankhon ne gawanyan hain
Toote huye khawabon ne
Humko yeh sikhaya hain
Dil ne dil ne jise paya tha
Aankhon ne gawanyan hain
Toote huye khawabon ne
Hum dhoondte hain unko
Jo milke nahin milte
Roothe hain na jaane kyun
Mehman wohmere dil ke
Mehman woh mere dilke
Kya apni tamanna thi
Kya saamne aaya hain
Dil ne dil ne jise paya tha
Aankhone gawayan hain
Toote huye khawabon ne
Humko yeh sikhaya hain
Dil ne dil ne jise paya tha
Aankhon ne gawanyan hain
Toote huye khawabon ne
Laut aayi sada meri
Takarake sitaaron se
Ujadi hui duniya ke
Sum saan kinaron se
Sum saan kinaron se
Par ab yteh tadapne
Kuch kaam na aaya hain
Dil ne dil ne jise paya tha
Aankhon ne gawanyan hain
Toote huye khawabon ne
RituPM :) FEELThePurityPeace&DepthINMusicINYourShr on Sunday, January 25, 2009 As I said in 'Suhani Raat Dhal Chuki', Rafi ji had that amazing emotive
power in his voice that brought life to the actors' heart in the storyline!
Here his hauntingly sweet voice brings out the pain in the heartwrenching
sad emotional state the actor is in! He's so good that he can easily take
the listener to his/her own heartbreaks in life that not too many of us
escape. C'est la vie. :) A gem of a song. Thanks Pradeep for uploading it.
Best Always. Ritu, California, USA
raqib56 on Wednesday, July 08, 2009 Rafi Saheb and dilip Kumar
we are on the top of everest, and
the weather is very romantic !!
you won't believe it !!
come up see for yoursef !!
Laut aei sada meri, takra ke sitaron se
ujrri hoi duniya ke sunsaan kinaron se
Sholay48 on Monday, July 13, 2009 Listening to this song will make anyone fall in love. Hope God does not
otherwise he himself will fall in love. And when he does, he will give us
all very little time and we will be more neglected.