Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Sharmila Tagore - sharmila_tagore_040.jpg
Sharmila Tagore

Tragedy Mein Comedy
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Rock Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Tragedy Mein Comedy - देश की हालत बहुत ही फनी हैं

desh ki haalat bahut hi funny hain
hasne ke alaawa bacha nahi kuch aur
tragedy jo rahi hai, ek ich hai cure
roke bahut dekhe, chalo haske dekhe thoda
tujhko jab bhi mile topa, thoda muskura ke dekh lona
tragedy me comedy, tragedy me comedy

suraj ki pehli kiran jab nikli aasmaan se
yaha zameen pe jurm jaari kaali raat beeti
bil se bhaagi saari chiti haathi ko sataane
baat maane to maza jo na maane lo saza, do jurmaane oh
sukh ko dhunde dhukh mile, na kar sake phir kuch bhi kyu
chain shaanti na mil sake, na jal sake deeya ye dil ka
chal safed karte kaalaapan, roshni kaha hai dil me
kaala dhan kaha hai bil me, bil me saap hai

baasuri bajaake chaahte laake dega waapas
jhaake bil se aise jaise kaat lega aakar
nok waale daat hai iske, bahut kaale raaz hai chhupte
chubhte kaate roz khilte, dosh daale jaane kispe
dhad sadak par sar zameen pe har kisi ko ghar nahi
aadhi roti maujood hai, aadhe ki khabar nahi
insaaniyat nazar nahi, aazad panchi par nahi
aawaaz kabse pal rahi, aelaan karde dar nahi

hasne ke alaawa bacha nahi kuch aur
tragedy jo rahi hai, ek ich hai cure
roke bahut dekhe, chalo haske dekhe thoda
tujhko jab bhi mile topa, thoda muskura ke dekh lona
tragedy me comedy, tragedy me comedy

ek masla nahi yaha masle to hazaar hai
har din naye masle yaha maslo ka bhandaar hai
maslo ko suljhaane waale pe hi atyaachaar hai
koshishe bekaar hai, jhuti samachaar hai
sarkaari vaade kasme jhute dhoke me awaam hai
naari ghar par jaari uska apharan bhi aam hai
garib bichare piste jaare, rakshak bhakshak ek samaan
ab kya karega aam insaan

hasne ke alaawa bacha nahi kuch aur
tragedy jo rahi hai, ek ich hai cure
roke bahut dekhe, chalo haske dekhe thoda
tujhko jab bhi mile topa, thoda muskura ke dekh lona
tragedy me comedy, tragedy me comedy


lyrics of song Tragedy Mein Comedy



Singer: Naezy
Lyricist: Naezy
Music Director: Naezy

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Seema (1955)
Seema (1955)
Ishq Par Zor Nahin (1970)
Ishq Par Zor Nahin (1970)
Ayee Milan Ki Bela (1964)
Ayee Milan Ki Bela (1964)
Prem Rog (1982)
Prem Rog (1982)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy