Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tu Har Lamha Tha Mujhse Juda - तु हर लम्हा था मुझसे जुड़ा
waaqif toh huye tere dil ki baat se
chhupaya jise tune qayanat se
waaqif toh huye tere us khayal se
chhupaya jise tune apne aap se
kahi na kahi teri aankhe
teri baate padh rahe hai hum
kahi na kahi tere dil me
dhadkano me dhal rahe hai hum
tu har lamha tha mujhse juda
chahe dur tha main yaa paas raha
us din tu ha udaas rahe
tujhe jis din hum na dikhe na mile
us din tu chup chap rahe
tujhe jis din kuch na kahe na sune
main hu ban chuka jeene ki ik wajah
is baat ko khud se tu na chhupa
tu har lamha tha mujhse juda
chahe dur tha main yaa paas raha
lab se bhale tu kuch na kahe
tere dil me hum hi toh base yaa rahe
saanse teri iqraar kare
tera haath agar chhu le pakde
teri khwahishe kar bhi de tu bayaa
yahi baat hai inke izhaar ka
tu har lamha tha mujhse juda
chahe dur tha main yaa paas raha
Comments for lyrics of song "Tu Har Lamha Tha Mujhse Juda"
MØÑĞÖĻİĂŃ ĞİŘĹ poon on Wednesday, March 25, 2015 wakif toh huye
tere dil ki baat se
chhupaya jise tune kayanat se
wakif toh huye tere us khayal se
chhupaya jise tune apne aap se
kahi na kahi teri aankhe teri baaten pad rahe hai hum
kahi na kahi teri dil mein dhadkano mein dhal rahe hai hum
tu har lamha tha mujhse juda
chahe dur thaa mein
yaa pass raha...
Fareeha Syeda (Furree Katt) on Monday, January 19, 2015 OMG. I have been replaying this video all week. I can't decide who's better
looking - Ali Fazal or Sapna Pabbi. I would totally marry either of them.
They are the most gorgeous on-screen couple on the PLANET!!!!!!!! Can't
wait for the movie!
mohammed tafazull on Wednesday, February 18, 2015 Waqif to hue ,Tere dil ke bat se
Chupaya jise, Tune kaynat se
Waqif to hue, Tere uss khayal se
Chupaya jise, Tune apne aap se
om namo Shbai on Wednesday, November 04, 2015 arijit da ki geyecho guru ai ganta aha osadharon ar meyetar body ta aktu
besi sukno holeo dekhte bhalo magi ta
apeksha khutarkar on Tuesday, December 23, 2014 The song is nice but its guru's movie na than where is the hero of the
movie???In next song we want only guru