Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tu Jo Aayi - तू जो आई
itne din intzaar kyo na aaye
kahan thi meri jaan
kyun ho aayi mujhko tadpai
ab to chhaye to chhaye do jahan..
tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
dil mein aisi samayi
anjane mein kyu ghayal kar gayi..
tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
dil mein aisi samayi
anjane mein kyu ghayal kar gayi..
ho...
jin saanso se banta nashila samma
hansi teri rang deti aasmaan
yaadon mein jo doobi palake jhalkti
bin tere loot gaya yeh jahan..
tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
dil mein aisi samayi
anjane mein kyu ghayal kar gayi..
tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
dil mein aisi samayi
anjane mein kyu ghayal kar gayi..
tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
dil mein aisi samayi (ho..)
anjane mein kyu ghayal kar gayi..(ho..)
tu jo aayi
anjane mein kyu ghayal kar gayi..
tu jo aayi...!