Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tujhse Door Rasta Ho Gaya (Dil Kya Banaya Rab Ne) - जब तोड़ना ही था सबने
jab todna hi tha sabne dil kyun banaya rab ne
jab todna hi tha sabne dil kyun banaya rab ne
koi na mila jiska dil tuta hi na ho is jag me
koi na mila jiska dil tuta hi na ho is jag me
tujhse dur rasta ho gaya to safar hi saza ho gaya
lamhon se kya shikayat kare hum waqt hi khafa ho gaya
kisko bataye ab kise samjhaye
dard dilon ke ab kiski dikhaye
samjhne na koi majburiya milne lagi hain jo duriyan
dil ne to ye chaha nahi fir kisne hai di manjuriya
samjhne na koi majburiya milne lagi hain jo duriyan
dil ne to ye chaha nahi fir kisne hai di manjuriya
jaaniya tu aayi to jiye tu gayi to gaye jaan se
jaaniya barsane lage aansu aankhon ke aasmaan se
aankhon ke aasmaan se rulana hi tha agar khuda
fir kyun mujhe hasaya tha chhin liya tune yahan
jo bhi mera humsaya tha rulana hi tha agar khuda
fir kyun mujhe hasaya tha chhin liya tune yahan
jo bhi mera humsaya tha
jaaniya fir milenge kabhi in raahon me kisi mod pe
jaaniya dil jaane laga in dhadakano ko ab chhod ke
dhadakano ko ab chhod ke jab todna hi tha sabne
dil kyun banaya rab ne koi na mila jiska dil
tuta hi na ho jag mekoi na mila jiska dil
tuta hi na ho jag metujhse dur rasta ho gaya
to safar hi saza ho gaya
Comments for lyrics of song "Tujhse Door Rasta Ho Gaya (Dil Kya Banaya Rab Ne)"
Dipu Rayhan on Friday, October 30, 2015 Whatta romantic song it is !!