Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Dharmendra - dharmendra_014.jpg
Dharmendra

Kahin Din Kahin Raat
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men
4.57 - 75 votes
Biswajeet
Romantic Songs, Raag Based Songs, Raga - Bhimpalasi
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=nspiSdUFoNg

https://www.youtube.com/watch?v=wIOeSwBc2lM

https://www.youtube.com/watch?v=WprcYSB_T-Q

https://www.youtube.com/watch?v=jlKd2WFw7bA


Average Rating : 4.57
Total Vote(s) : 75
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men - तुम्हारा चाहने वाला खुदा की दुनिया में

tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me

ye baat kaise gavara karega dil mera
tumhara zikr kisi aur ki zuban pe ho
tumhare husn ki tarif aaina bhi kare
to mai tumhari qasam hai ke tod dun usko
tumhare pyar tumhari adaa ka divana
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me

vo din na aaye ke mujhse kabhi juda hokar
kisi ka pyar dobara kahi talash karo
jhuka ke sar ko kisi ajnabi ke shano par
tum apne gam ka sahara kahi talash karo
karib dil ke tumhare kisi bhi halat me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me

tumhare dil ko kahi mujhse kabhi thes lage
mujhe yakin hai aisa kabhi nahi hoga
mujhe vafao pe apni bada bharosa hai
tumhara pyar hi de jaye na kahi dhokha
dua ye hai ke tumhara khuda ki duniya me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare
tumhara chahane vala khuda ki duniyaa me
mere siva bhi koi aur ho khuda na kare


lyrics of song Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men

Comments for lyrics of song "Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men"
Indu Puri on Wednesday, September 11, 2013
ye bat kaise gavara karega dil mera tumhara zikr kisi aur ki zuban pe ho
tumhare husn ki tarif aina bhi kare to mai tumhari qasam hai ke tod dun
usako... waaah! kitna gahraa pyar ! waise kya hm sbhi aise hi pyar
ko ..pyar pr adhikar ko psnd nhi krte kya?? krte hain..mujhe to
bahuuuut psnd ye adhikar aur ye irshyaa

Jagjit Singh Ishar on Wednesday, February 03, 2010
thanx 4 the melodious upload. honey sweet voices of mohinder kapoor & asha
ji. mohinder is known 4 the sweet vibrant forceful high pitch he hs bn
bestowed by the grace of god, maa sarswati. ever green melodious
composition of the master of melody, master of rythm the inimitable O P
NAYYAR. xlnt orchestra voilins, sitar, sarangi nice arranging.

Dee Thakore on Tuesday, August 25, 2009
Very, very rare. This song...is very dear to me. In frame: Sapana and
Biswajeet. Music: O. P. Nayyar Singers: Mahendra Kapoor /Asha Lyricist: S.
H. Bihari Thank you for posting/sharing.

Aartib40 on Saturday, January 16, 2010
Aaah Nice!! lovely duet by Asha and M Kapoor. Love the hi-pitch voice of Mahendra Kapoor.
"Mere siwa"..it isn't even that hi but still it rocks!! Wah!Thanks for this upload Mahagedara2.

Mahagedara2 on Tuesday, October 12, 2010
@TheShrutidevil - I have already posted
"Mahendra & Asha - Kahan Se Lai O Jaaneman Yeh - Dil Aur Mohabbat [1968]" and
"Mahendra Kapoor & Asha - Haath Aaya Hai - Dil Aur Mohabbat [1968]"
from the film Dil Aur Mohabbat [1968].
I wonder whether you are referring to one of those songs.
Thank you.

View all 36 comments related to song Tumhaaraa Chaahane Vaalaa Khudaa Ki Duniyaa Men - तुम्हारा चाहने वाला खुदा की दुनिया में


Film cast: Biswajeet, Sapna, Helen, Pran, Mohan Choti, Nadira, Habib
Singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Shankar Dasgupta,
Lyricist: Aziz Kashmiri, S.H. Bihari
Music Director: O P Nayyar
Film Director: Darshan (1)
External Links: Kahin Din Kahin Raat at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Ghatak (1996)
Ghatak (1996)
Roti Kapada Aur Makaan (1974)
Roti Kapada Aur Makaan (1974)
Suraj (1966)
Suraj (1966)
Ankush (1986)
Ankush (1986)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy