Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tumhari Mohabbat - तुम्ही से मराह्सिम
tumhi se munasim tumhi se hai mohabbat
hain saanson ka chalna tumhari badolat
tumhi se marasim tumhi se hai mohabbat
hain saanson ka chalna tumhari badolat
dhundhun kabhi na koyi aasra main
jo haatho mein tera haath ho mujhe din lagega bhale raat ho
tumhari mohabbat agar saath ho
mujhe din lagega bhale raat ho
tumhari mohabbat agar saath ho
lamhe udaasiyon ke has ke tu guzaar le
bepanah tu mujhse pyar le chandni mohabbaton ki
tere aas paas hai ankhiyon mein use tu utaar le
gamo se kabhi bhi na mayush hona
wahin jeet hogi jahan maat ho
mujhe din lagega bhale raat ho
tumhari mohabbat agar saath ho
mujhe din lagega bhale raat ho
tumhari mohabbat agar saath ho tere dard ko sukoon mile
do ghadi ko tham gaye ye silsile mere benooriyon mein
roshini si khil gayi chal pade ummidon waale
kaafile mujhe khushnumasi
lage zindagani jo teri wafayon ki
saugath ho mujhe din lagega bhale raat ho
tumhari mohabbat agar saath ho
mujhe din lagega bhale raat ho