Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tune Jo Idhar Dekha, Haay Maine Bhi Udher Dekha - तूने जो इधर देखा, हाय मैंने भी उधर देखा
are tune jo idhar dekha hay maine bhi udhar dekha
tune jo idhar dekha hay maine bhi udhar dekha
kahe ko jale hai koi re najar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai nadani najar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai nadani najar bhar ki ho gai
kahe ko sanjh liya teri meri preet piya tohi tu ti naki hui re
umar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai badnami
umar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai
do hi najar ki ye bate nahi re jiwan bhar ka ye ikrar hai
ab to hamari suno dhadkan ye dil ki teri payaliya ki jhankar hai
do hi najar ki ye bate nahi re jiwan bhar ka ye ikrar hai
ab to hamari suno dhadkan ye dil ki teri payaliya ki jhankar hai
pal me nayan uthe pal me nayan jhuke dunia badal gai re
umar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai badnami
umar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai
dhudh raha hu tujhe dil deke sajni tuhi batade jiya kya ho gaya
are abhi abhi to mere pas tha wo ram hi jane piya kya ho gaya
dhudh raha hu tujhe dil deke sajni tuhi batade jiya kya ho gaya
are abhi abhi to mere pas tha wo ram hi jane piya kya ho gaya
are shola sa chamak gaya thoda mai behak gaya
thodi tu behak gai re najar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai nadani najar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai nadani najar bhar ki ho gai
sach kar dikhaungi mai dunia ko
saiya sapne jo dekhe maine tere liye
sapne suhane diwaro me chunke jina ladega gori mere liye
sach kar dikhaungi mai dunia ko
saiya sapne jo dekhe maine tere liye
sapne suhane diwaro me chunke jina ladega gori mere liye
banke anar kali sajna tumhari jan sang tere chali re
umar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai badnami
umar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai
are tune jo idhar dekha maine
bhi udhar dekha kahe ko jale hai koi
najar bhar ki ho gai nadani najar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai nadani najar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai
nadani najar bhar ki ho gai badnami umar bhar ki ho gai
Comments for lyrics of song "Tune Jo Idhar Dekha, Haay Maine Bhi Udher Dekha"
Dr.S. S. Mishra Mishra on Tuesday, December 21, 2010 Tune Jo Idhar Dekha, Maine Bhi Udhar Dekha Film : Ardhangini (1959) Mars &
Movies, Mumbai Director : Ajeet Chakraborty Music Director : Basant Desai
L:yrics : Majrooh Sultanpuri Singer : Geeta Dutt, Mohd. Rafi and Chorus
Cast : Meena Kumari, Raaj Kumar, Durga Khote, Agha, Shambha Khote, Raja,
Parveen Pal, Shivraj, Gopikrishna, Naaz, Jeevankala
RealMusicKing on Tuesday, July 17, 2012 Excellente! Another wonderous number by Vasant Desai.