Ankur Bhattacharyya on Wednesday, April 10, 2013 Dear Sir, Thanx a lot for the song. 1986 se cassette mein tha, aj taak
samhal ke rakhe hai, aaj dgtal format mein pehli dafa sunkar bahat achhcha
lag raha hai. apke liye shukriya bahut chhota par gaya. Ankur
Bhattacharyya, Kolkata, India
Iftikhar Sultan on Saturday, October 15, 2011 @SuperChintaman thanks for comments and ghulam ali sahib ki to kya baat hai
janab aapke India ke chaheetay ghazal singer hain kyun na pasand ho gi
aapko unnki ghazals :-)
SuperChintaman on Saturday, October 15, 2011 GULAM ALI SAAB Ki yeh gazal maine 1986 me pehli baar suni thi, aaj bhi utni
hi pyaari lagti hai, hazarron baar sunke bhi dill nahin bharta PRASAD
JAMBOTKAR,BARODA.
Iftikhar Sultan on Thursday, April 11, 2013 Shukriya Ankur Bhattacharyya Bhai Aap Ne Apna Qeemati Waqt Nikaal Ke
Comments Kiye :)
prahlad roy chandel on Tuesday, June 04, 2013 raag- jog par based bahut hi umda composition waaah ji waaaah
|