Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Amrita Rao - amrita_rao_053.jpg
Amrita Rao

Jahan Ara
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Vo Chup Rahen To Mere Dil Ke Daag Jalate Hain
4.63 - 56 votes
Bharat Bhushan
Ghazals, Mujra Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.63
Total Vote(s) : 56
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Vo Chup Rahen To Mere Dil Ke Daag Jalate Hain - वो चुप रहें तो मेरे दिल के दाग़ जलते हैं

vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai
vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai
jo baat kar le
jo baat kar le to bujhte chiraag jalte hai
vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai

kaho bujhe ke jale
ham apni raah chale ya tumhari raah chale
kaho bujhe ke jale
bujhe to aise ke jaise kisi garib ka dil
kisi garib ka dil
jale to aise ke jaise chiraag jalte hai
vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai

ye khoi khoi nazar
kabhi to hogi ya sada rahegi udhar
ye khoi khoi nazar
udhar to ek sulagta hua hai virana
hai ek virana
magar idhar to baharo me baag jalte hai
vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai

jo ashq pi bhi liye
jo hoth si bhi liye to sitam ye kispe kiye
jo ashq pi bhi liye
kuchh aaj apni sunao kuchh aaj meri suno
khamoshio se to dil aur dimag jalte hai
vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai
jo baat kar le to bujhte chiraag jalte hai
vo chup rahe to mere dil ke daag jalte hai


lyrics of song Vo Chup Rahen To Mere Dil Ke Daag Jalate Hain

Comments for lyrics of song "Vo Chup Rahen To Mere Dil Ke Daag Jalate Hain"
Nima Mazdak on Friday, March 07, 2014
Lyrics
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain (2)
Jo bát kar le háá ...
Jo bát kar le to bujhte čiráq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain

Kaho bujhen ke jalen
Hum apnī ráh čalen yá tumhárī ráh čalen
Kaho bujhen ke jalen
Bujhen to aise ke jaise kisī qarīb ká dil
Kisī qarīb ká dil
Jalen to aise ke jaise čiráq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain

Ye khoyī khoyī nazar
Kabhī to hogī idhar yá sadá rahegī udhar
Ye khoī khoī nazar
Udhar to ek sulagtá huá hai wīráná
Hay ek wīráná
Magar idhar to baháron main báq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain

Jo ašk pī bhī līye
Jo honť sī bhī līye do sitam ye kis pe kīye
Jo ašk pī bhī līye
Kučh áj apnī sunáo kučh áj merī suno
Kučh áj merī suno
Xamošīyon se to dil aur dimáq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain
Jo bát kar le to bujhte čiráq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain

EuroHindi Alphabet http://www.eurobaluchi.com/eurohindi/eurohindiAB.htm

Nazim Ahmed Sayed on Wednesday, September 30, 2015
Thank you very very much Rumahale ji for sharing a very beautiful ghazal by
Madan Mohan ji.. aap jaise kadardanon ki wajah se hi aaj bhi purane naghme
zindah hain, Madan Mohanji ki ek aur khubsoorat takhleeql, woh naghmon mein
jaise jaan daal diya kartey they.
Naushad ji ko kaun naheen janta... unhon ne bhi kafi khubsoorat geet diye
hain, jub unhon ne Madan Mohan Ji ka yeh geet suna " Aap ki nazron ne
samjha pyar ke qabil mujhey" toh be-sakhta unhon ne kaha " Madan Mohan Ji
ke iss geet par mere saare geet qurbaan" Thanks again Rumahale Ji for
upload this rare ghazal.

P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Saturday, September 19, 2015
Jahaan Ara” (1964) is a movie that was a resounding flop at the box office
which came as a severe jolt to Madan Mohan who had composed some fantastic
songs in this movie.
With time, the movie has been consigned to the dustbin of obscurity but
songs of the movie have lived on.
I have discussed three songs from this movie. Here is another song from
this movie.
This ghazal is sung by Lata and it is picturised on Minu Mumtaz. Bharat
Bhushan, Aruna Irani and Om Prakash are also visible in the picturisation.
Rajinder Krishan is the lyricist of the song

P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Saturday, September 19, 2015
Only such classics will make one retain the last breath. Such is the touch
of Madan-Lata combination.,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
We get sense of complete satisfaction after hearing such a class musical
creation ! Hats off to Lataji, Madanji and his musical crew members and of
course, the lyricist for this marvellous creation

Mani Menon on Wednesday, February 06, 2013
Lata, Talat and Rafi undoubtedly immortalised Madan Mohan lilting music and
Rajinder Krishan's ethereal lyrics. However, not to be left behind, Suman
Kalyanpur too lent her mellifluous voice to that exquisitely soft "Baad
muddath se ye ghadi aayi." sung by her and Rafi.

View all 52 comments related to song Vo Chup Rahen To Mere Dil Ke Daag Jalate Hain - वो चुप रहें तो मेरे दिल के दाग़ जलते हैं


Film cast: Bharat Bhushan, Mala Sinha, Shashikala, Prithviraj Kapoor, Sunder, Minu Mumtaz, Chandrashekhar, Achla Sachdev, Om Parkesh, Randhir Kapoor, Aruna Irani, Siddhu, Farida Jalal
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Talat Mahmood
Lyricist: Rajindra Krishan
Music Director: Madan Mohan
Film Director: Vinod Kumar
Film Producer: Light & Shade
External Links: Jahan Ara at IMDB    Jahan Ara at Wikipedia
Watch Full Movie: Jahan Ara at YouTube    Jahan Ara at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Jeevan Mrityu (1970)
Jeevan Mrityu (1970)
Dosti (1964)
Dosti (1964)
Nagina (1986)
Nagina (1986)
Kismat (1969)
Kismat (1969)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy