Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Wo Bhi Thukrake Chale Jite The Hum Jinke Liye - वो भी ठुकराके चले जीते थे हम जिनके लिए
wo bhi thukrake chale jite the hum jinke liye
maut bhi aati na thi shayad isi din ke liye
chin le khushiya meri barbad karta ja mujhe
chin le khushiya meri barbad karta ja mujhe
bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe
bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe
chin le khushiya meri barbad karta ja mujhe
chin le khushiya meri
meri barbadi me likhi hai agar teri khushi
meri barbadi me likhi hai agar teri khushi
aur ik thokar laga barbad karta ja mujhe
bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe
chin le khushiya meri
aasma bijli gira de aashiyane par mere
aasma bijli gira de aashiyane par mere
zindagi ki kaid se aazad karta ja mujhe
bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe
chin le khushiya meri
Comments for lyrics of song "Wo Bhi Thukrake Chale Jite The Hum Jinke Liye"
TheDeepakp on Thursday, September 17, 2015 Film cast: Kishore Kumar, Vyjayantimala, Anjali Devi, Bharat Bhushan, Om
Parkesh, Randhir Kapoor, Gope, Leela Mishra, Umesh Sharma, Shammi Kapoor,
Raj Mehra
Singer: Geeta Dutt, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Moti, Om Prakash
Lyricist: Moti
Music Director: C Ramachandra, Dhaniram, Sudarshan (1)
Film Director: M V Raman
Rk Sekar on Wednesday, June 26, 2013 Tamil Version-PEN ( Lady ) 1954 Corresponding Song Kaadhalinba Vaazhvile by
Ts Bagavathy in Tamil.
Venkat Warren on Friday, March 13, 2015 T S Bhagavathy sang this song in Tamil in the movie PENN equally well !