Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Wo Dil Nawaaz Hain Lekin Nazar Shanaas Nahin - वो दिल-नवाज़ हैं लेकिन नज़र शनास नहीं
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
meraa ilaaj ilaaj meraa ilaaj meraa ilaaj
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
wo dil-nawaaz hai
kabhi kabhi, kabhi kabhi jo tere kurb me guzaare the
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
kabhi kabhi jo tere kurb me guzaare the
ab un dino kaa tasavvur bhi mere paas nahi
ab un dino kaa tasavvur bhi mere paas nahi
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
wo dil-nawaaz hai
guzar rahe, guzar rahe hai ajab marahalo se didaa-o-dil
guzar rahe guzar rahe guzar rahe
guzar rahe hai ajab marahalo se didaa-o-dil
didaa-o-dil, didaa-o-dil
guzar rahe hai ajab marahalo se didaa-o-dil
sahar ki aas to hai zindagi ki aas nahi
sahar ki aas to hai zindagi ki aas nahi
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
wo dil-nawaaz hai
mujhe ye dar, mujhe ye dar hai, dar hai
mujhe ye dar hai teri aarazu na mit jaaye
mujhe ye dar, mujhe ye dar hai teri aarazu na mit jaaye
aarazu na mit jaaye
mujhe ye dar hai teri aarazu na mit jaaye
bahut dino se tabiyat meri udaas nahi
bahut dino se tabiyat meri udaas nahi
bahut dino se tabiyat meri udaas nahi
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
wo dil-nawaaz hai
tere dilo me bhi, tere dilo me bhi dil kaanp kaanp uthataa hai
tere dilo me, dilo me, tere dilo
tere dilo me bhi dil, tere dilo
tere dilo me bhi dil kaanp dil kaanp kaanp uthataa hai
tere dilo me bhi dil kaanp kaanp uthataa hai
mere majaaj ko aasudagi bhi raas nahi
mere majaaj ko aasudagi bhi raas nahi
mere majaaj ko aasudagi bhi raas nahi
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
wo dil-nawaaz hai lekin nazar shanaas nahi
wo dil-nawaaz hai
tadap rahe hai, tadap rahe hai
tadap rahe hai zabaan par kai sawaal magar
sawaal, kai sawaal, kai sawaal, kai sawaal
kai sawaal kai sawaal magar
tadap rahe hai zabaan par kai sawaal magar
mere liye koi shaayaan-e-iltamaas nahi
mere liye koi shaayaan-e-iltamaas nahi
meraa ilaaj mere chaaraagar ke paas nahi
wo dil-nawaaz hai
Comments for lyrics of song "Wo Dil Nawaaz Hain Lekin Nazar Shanaas Nahin"
qadrathejutt on Monday, July 25, 2011 @usnk dear brother its not easy to translate poetry from one language to
another but i will try. couplet #1 in your company my heart is sensing
fear, my personality doesn't match even with pleasure.(although the poet is
in the company of his beloved but still his heart is paranoid that he will
eventually lose her,so now even the company of his beloved is not providing
him the pleasure and joy it was suppose to).
qadrathejutt on Monday, July 25, 2011 @qadrathejutt couplet #2 i got too many questions in my mind my high self
esteem and ego is preventing me to ask anything. (the poet got too many
questions in his mind like his beloved likes him or loves him or what she
thinks about him as a person or a lover but his high self esteem is
preventing him to ask any question from her).here he is scared of the idea
of being refused.
qadrathejutt on Wednesday, November 03, 2010 @unsaaris thanks.i have made it a mission to create a huge library of khan
sahib's ghazals on you tube with the help of you and brother moiz1517.we
will post Insha Allah everything which khan sahib's lovers are looking for.
upma sharma on Monday, July 25, 2011 brother great job, There are two new couplets I am a non urdu speaking
person but I want to enjoy those last ashaar as I did the rest of the
gazal. do u have translation of the last two couplets? thanks
upma sharma on Monday, July 25, 2011 thank u very much it is a very beautiful gazal. all of Mehdi Hasan Sahibs
gazals are great but this one is close to my heart.