Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yaar Badal Na Jaana Mausam Kee Tarah - यार बदल ना जाना मौसम की तरह
armaano ke iss gulshan me
tum aaye ho saawan ki tarah
yaar badal na jaana mausam ki tarah
o mere yaar badal na jaana mausam ki tarah
tum kya jaano mere dil me
tum rehati ho dhadkan ki tarah
yaar badal naa jana mausam ki tarah
saagar ke sang lehar kiran
suraj ke saath me chalati hain
shama hamesha parwaane ki
chaahat me hi jalati hai
ho phul me khushabu rehti hain
aur seep me moti rehta hain
tera mera hoga milan, dharati se ambar kehata hai
mere hontho pe rehna har dam
saazo me chhupi sargam ki tarah
yaar badal naa jana mausam ki tarah
milke juda ab hone se
dil kyun darta hain khone se
ha milke juda ab hone se
dil kyun darta hain khone se
mai tere saath me ab rahunga sada
maine li hai kasam hain mera faisala
aakhari saas tak ham na honge juda
yaar badal naa jana mausam ki tarah
o mere yaar badal naa jana mausam ki tarah
tum kya jaano mere dil me
tum rehati ho dhadkan ki tarah
yaar badal naa jana mausam ki tarah
o mere yaar badal naa jana mausam ki tarah
sarkaar badal na jaana mausam ki tarah
dekho yaar badal na jaana mausam ki tarah
Comments for lyrics of song "Yaar Badal Na Jaana Mausam Kee Tarah"
Yusuf Khan on Monday, May 04, 2015 Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum...(2)
Yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya
Yeh faisla jo dil ne kiya tab yeh bhi na socha ki kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum
saichandb on Monday, July 25, 2011 @dattan --DOWN LOAD YOUTUBEDOWNLOADER HD.just paste the url in the
specified space and give the path to download.this is free software u can
get it from google search.
Pashtana Karimi on Sunday, April 01, 2012 IT IS A LOVELY SONG BUT IN TO DAY'S WORLD EVERY ONE IS NOT THAT LUCKY TO
FINED SOME ONE THAT HAS TRUE LOVE FOR HIS WOMAN.
mcagepco on Wednesday, July 06, 2011 Very adorent and very beautiful song
Rana Muhammad Ejaz Faqih
Talwandi Musa Khan, Gujranwala
00923456499623
Killer11111oO on Thursday, January 12, 2012 "03328250858"