Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yad Nahi Kya Kya Dekha Tha - याद नहीं, याद नहीं
yaad nahi, yaad nahi
yaad nahi kya kya dekha tha
yaad nahi kya kya dekha tha
sare manjar bhul gaye
yaad nahi kya kya dekha tha
sare manjar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi
khub gaye pardes, ke apne
diwaro dar bhul gaye
khub gaye pardes, ke apne
diwaro dar bhul gaye
shish mahal ne aisa ghera
mitti ke ghar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi
tujhko bhi jab apni kasme
apne vaade yaad nahi
tujhko bhi jab apni kasme
apne vaade yaad nahi
hum bhi apne khaab
teri aankho me rakhkar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi
mujhko jinhone katal kiya hai
koi unhe batlaye na ji
mujhko jinhone katal kiya hai
koi unhe batlaye na ji
meri lash ke pahlu me
wo apna khanjar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi kya kya dekha tha
sare manjar bhul gaye
uski galiyo se jab laute
apna bhi ghar bhul gaye
yaad nahi, yaad nahi
yaad nahi, yaad nahi
Comments for lyrics of song "Yad Nahi Kya Kya Dekha Tha"
asif ibrahim on Sunday, August 10, 2014 tujhko bhi jab apne kasame apne waadein yaad nahi hum bhi apne khwaab teri
aankhon mein rakh kar bhool gaye .yaad nahi
aayu24 on Thursday, March 07, 2013 Ghazals are supposed to be the expressions of a layman... I do not agree
Ghulam Ali being the best, as he was too heavy to take attimes... However i
do acknoeledge your right to disagree... Jagjit to me was the far far
ahead...
kumar piyush on Saturday, July 28, 2012 if i had a wish i would have bring him back.his songs his voice were
there in our happiness and sad times..he was a true friend for everyone
Prakhar Bakoria on Saturday, May 31, 2014 Best Lines of the gazal "Mujh ko jinhone katl kiya hai, koi unhe batlaaye
naji, Meri laash ke pehalu mein woh apna khanjar bhool gaye."
asif ibrahim on Sunday, August 10, 2014 jagjith king of ghazal magic voice we miss him lotz..jag jeethnewala
sakh sangeeth ke lahoo yaad bahut aaraha ho aap