Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Aaine Se - ये आईने से अकेले
yeh aaine se akele
main guftagu kya hai
yeh aaine se akele
main guftagu kya hai
jo main nahi hoon to
phir teri rubaru kya hai
yeh aaine se akele
main guftagu kya hai
issi umeed pe kaati
hai zindagi maine
issi umeed pe kaati
hai zindagi maine
woh kaash poochhte
mujhse ke aarzu kya hai
woh kaash poochhte
mujhse ke aarzu kya hai
jo main nahi hoon to
phir teri rubaru kya hai
yeh range gul yeh shafakul aur
yeh taveshe anjum
yeh range gul yeh shafakul aur
yeh taveshe anjum
tera jamal nahin hai
to charsu kya hai
tera jamal nahin hai
to charsu kya hai
jo main nahi hoon to
phir teri rubaru kya hai
yeh aaine se akele
main guftagu kya hai
kyun unke samne tum
dil ki baat karte ho
kyun unke samne tum
dil ki baat karte ho
jo khud samajte nahin
dil ki aabru kya hai
jo khud samajte nahin
dil ki aabru kya hai
jo main nahi hoon to
phir teri rubaru kya hai
yeh aaine se akele
main guftagu kya hai
guftagu kya hai, guftagu kya hai
yeh aaine se akele
main guftagu kya hai
Comments for lyrics of song "Ye Aaine Se"
ANIL KUMAR P K on Thursday, July 09, 2015 Ye aaine se akele main guftagu kyaa hai
Jo mein nahin hoon phir tere rubaru kyaa hai(ye
aaine
Issi umeed pe kaati hay zindagi main ne
Vo kaash poochate mujhse ke aarzoo kyaa hai
Jo mein nahin hoon phir tere rubaru kyaa hai...
ANIL KUMAR P K on Thursday, July 09, 2015 BEAUTIFUL GAZHAL ... GAZAL singer. Mind blowing performance,
Yeh Rang E Gul Yeh Shafaq Aur Taavish E Anjum
Tera Jamal Nahi Hai To Chaarsu Kya Hai
Kyon Unke Saamne Tum Dil Ki Baat Karte Ho
Jo Khud Samajhte Nahi Dil Ki Aabru Kya Ha
Evergreen Music on Saturday, December 17, 2011 Yeh Aaine Se Akele Mein Guftagu Kya Hai Jo Mein Nahi Hoon To Phir Tere
Rubaru Kya Hai Isi Umeed Mein Kaati Hai Zindagi Meine Woh Kaash Poochte
Mujhse Ke Aarzoo Kya Hai Yeh Rang E Gul Yeh Shafaq Aur Taavish E Anjum Tera
Jamal Nahi Hai To Chaarsu Kya Hai Kyon Unke Saamne Tum Dil Ki Baat Karte Ho
Jo Khud Samajhte Nahi Dil Ki Aabru Kya Hai
dattimati on Saturday, January 29, 2011 I love this ghazal , the music is sooooo unusual and beautiful, an absolute
new sound in Ghazals ofcourse the singing is exceptional , Music
arrangement is by Jolly Mukherjee who himself is a great artist
Shakhar Biswas on Saturday, September 14, 2013 Hi guys, hear the gazal "begana vaar unsy" from the albam "Lahor ka rang".
each gazal of this album is just fine, simply fine.