Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Aankhen Dekh Kar Ham Saari Duniyaa Bhul Jaate Hain - ये आँखें देख कर हम सारी दुनिया भूल जाते हैं
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai
inhe paane ki
inhe paane ki dhun me har tamanna bhul jaate hai
tum apni mahki mahki julf ke pecho ko kam kar do
tum apni mahki mahki julf ke pecho ko kam kar do
musafir inme girkar apna rasta bhul jaate
bhul jaate hai
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai
ye baahe jab hame apni panaho me bulati hai
ye baahe jab hame apni panaho me bulati hai
hame apni kasam
hame apni kasam ham har sahra bhul jaate hai
tumhare narm-o-najuk hoth jis dam muskrate hai
tumhare narm-o-najuk hoth jis dam muskrate hai
bahaare jhepti phul khilna bhul jaate hai
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai
bahut kuch tumse kahne ki tamanna dil me rakhte hai
bahut kuch tumse kahne ki tamanna dil me rakhte hai
magar jab saamne aate ho to kahna bhul jaate hai
muhabbat me zuba chup ho to aankhe baat karti hai
muhabbat me zuba chup ho to aankhe baat karti hai
ye kah deti hai vo baate jo kahna bhul jaate hai
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai
Comments for lyrics of song "Ye Aankhen Dekh Kar Ham Saari Duniyaa Bhul Jaate Hain"
Kenny boy on Friday, September 25, 2015 can smbdy tell me the name of the lyricist and the music director of the
song?...luvly song tho...;-)
Dr H.V. Hema Kumar on Tuesday, July 14, 2015 I love you and your amazing voice Suresh Wadkarji...
Rohit Sahu on Tuesday, December 02, 2014 wow hw nice song yeh ankhen dekh kar
Ram Gopal ram gopal verma on Tuesday, June 02, 2015 Very good song
Ganesh Thapa on Monday, July 29, 2013 wow hw nice song