Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Kiska Tassavoor Hai - ये किसका तस्सवुर है ये किसका फ़साना है
ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
jo ashq hai aankho me tasbih kadana hai
ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
jo unpe gujarti hai kisne use jana hai
jo unpe gujarti hai kisne use jana hai
apni hi musibat hai apna hi fansana hai
aankho me nami si hai chup chup se vo baithe hai
aankho me nami si hai chup chup se vo baithe hai
najuk si nigaaho me naajuk sa fasana hai
ye ishq nahi aasaan itna to samajh lije
ye ishq nahi aasaan itna to samajh lije
ek aag ka dariya aur doob ke jana hai
ya wo the khafa humse ya hum hai khafa unse
ya wo the khafa humse ya hum hai khafa unse
kal unka jamana tha aaj vakul na jamana hai
ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
jo ashq hai aankho me tasbih kadana hai
ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
ye kiska tassavur hai ye kiska fasana hai
Comments for lyrics of song "Ye Kiska Tassavoor Hai"
Sukhbinder Bhogal on Tuesday, November 10, 2015 Jagjit used to take us to the other world where now after him feel like
would there be any more ghazals :(
Polly Ghuman on Thursday, February 09, 2012 beautifully sung by the king of ghazals. You will be deeply missed.
shannonskm on Wednesday, November 21, 2012 beautiful! incomaprable Jagjeet Singh, each ghazal is a gem.